Unknown Facts Of Raipur Cg | Shocking Facts About Raipur | History Of Raipur | Rajdhani Of Cg

Описание к видео Unknown Facts Of Raipur Cg | Shocking Facts About Raipur | History Of Raipur | Rajdhani Of Cg

Unknown Facts Of Raipur Cg | Shocking Facts About Raipur | History Of Raipur | Rajdhani Of Cg

Kaha jaata hai ki Raipur city ko Raja Ramchandra ke bete Bramh dev rai ne banwaya tha ,unke naam pe hi Raipur ka naam bhi pada.aur unke
hi time 1402 me Hatkeshwar Mahadev ka mandir bhi bana jo aj bhi Raipur ka sbse purana landmark hai.
Raipur shehar ke east me behti hai mahanadi ,south dierection me aapko dekhne ko milta hai dense forest,north west me hai bht hi khoobsurat
maikal hills jiska zikr maine apne bhoramdev vlog me kiya hai, agar aapne vlog nahi dekha hai to upar diye hue link ke through aap Bhoramdev ka
luft utha saskte hain
aap sabhi jaante hain ki being capital of chhattisgarh yahan Chhattisgarhi hi boli jaati hai par shayad aapko ye nahi pata hoga ki Raipur me boli
jaane waali chhattisgarhi utti chhattisgarhi kehlati hai jo Raipur ke alawa mahasamund, raigarh aur gariabandh me bhi boli jaati hai

For any query , collaboration or updates fell free to contact www.instagram.com/everonwheelss

Комментарии

Информация по комментариям в разработке