Barbaad (Lyrics) - Jubin Nautiyal 🎶 | Ho na jaye pyar tumse mujhe✨/ Jubin Nautiyal Barbaad song lyrics in hindi - Jubin Nautiyal song Tere bin kya ye dil dhadak payega lyrics
Watch The Original: • Barbaad Song | Saiyaara | Ahaan Panday, An...
barbaad, barbaad bts, barbaad song, barbaad raat, barbaad at bol, barbaad movie, barbaad making, barbaad lyrics, barbaad song, barbaad sad song, barbaad new song, main bhi barbaad, barbaad song bts, barbaad full song, barbaad song 2025, barbaad saiyaara, barbaad song reel, barbad, barbaad song video, barbaad song short, sakshi barbaad song, barbaad song making, barbaad song status, barbaad music video, barbaad song lyrics, barbaad saiyaara son, barbaad lyrical song, barbaad lyrics video, barbaad new songs 2023
Youtube End Screen/Outro Music: • BESHUMAAR PYAAR (Official Music Video) | D...
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Kamzor ho jaata hoon main
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Aawara ban jaata hoon main
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Kamzor ho jaata hoon main
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Aawara ban jaata hoon main
Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jaayega
Jo main chahta na ho mujhko
Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega
Isi baat ka dar hai mujhko
Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Behad beshumaar tumse, tumse
Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai
Tеri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai?
Kyun yеh mit ti nahin hai, kaisi yeh pyaas hai?
Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai
Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere
Sab kuch keh doon kya tujhko?
Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere
Isi baat ka darr hai mujhko
Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Behad-beshumaar tumse, tumse
In gamon ko khatam kar rahe ho tum (haan, haan)
In gamon ko khatam kar rahe ho tum
Zakhmon ka marham ban rahe ho tum
Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha
Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum
Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega
Puchhta hoon main ye khud ko
Tere aane se dard chala jaayega
Isi baat ka dare hai mujhko
Ke ho na jaaye pyaar
Ke ho na jaaye pyaar
Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ho na jaaye pyaar tumse mujhe (ho)
Behad beshumaar tumse, tumse
Ishq mujhe, ishq mujhe
Barbaad mujhe, ishq mujhe
#barbaad #jubinnautiyal #lyrics #lyricvideo #SankalpLyrics
Информация по комментариям в разработке