itna to yaad hai mujhe_Mehboob Ki Mehndi1971_Leena& Rajesh Khanna_ Rafi_Lata_ Anand Bakshi_L P_a tri

Описание к видео itna to yaad hai mujhe_Mehboob Ki Mehndi1971_Leena& Rajesh Khanna_ Rafi_Lata_ Anand Bakshi_L P_a tri

Song : .Itna to yaad hai mujhe ke unse mulaqaat hui ..
Movie: Mehboob Ki Mehandi(1971),
Singers : Mohammad Rafi,Lata Mangeshkar,
Lyricist: Anand Bakshi,
Music Director: Laxmikant Pyarelal,
Cast : Rajesh Khanna,Leena Chandavarkar,Pradeep Kumar and Iftekhar.,Mumtaz Begum,
produced and directed by H S Rawail,,

Lyrics :-

Itna to yaad hai mujhe
ho Itna to yaad hai mujhe
haay Itna to yaad hai mujhe
ke unse mulaaqaat huyi
Itna to yaad hai mujhe
ke unse mulaaqaat huyi
baad me jaane kyaa hua
o baad me jaane kyaa hua
haay baad me jaane kyaa hua
naa jaane kyaa baat huyi
baad me jaane kyaa hua
naa jaane kyaa baat huyi
Itna to yaad hai mujhe
ho Itna to yaad hai mujhe
haay Itna to yaad hai mujhe
ke unse mulaaqaat huyi
baad me jaane kyaa hua
haay baad me jaane kyaa hua
naa jaane kyaa baat huyi
Itna to yaad hai mujhe

o aaa oo
waade wafa ke karke kasme uthaake
kisi pe dul lutaake chaalaa aaya
nazre milaake neend apni ganwaake
kasak dil to basaake chala jaayega
din to guzar jaayegaa
ho din to guzar jaayegaa
haay din to guzar jaayegaa
kya hoga jab raat huyi
din to guzar jaayegaa
kya hoga jab raat huyi
itna to yaad hai mujhe

maare haya ke main to aankhe jhukaake
jara daaman bachhake chali aayi
parda hataake unki baaton me aake
unhen soorta dikaake chali aaye
kisse shikaayat karoon
ho kisse shikaayat karoon
haay kisse shikaayat karoon
sharaarat mere saath huyi
kisse shikaayat karoon
sharaarat mere saath huyi
itna to yaad hai mujhe

ho aaa ho
thi ik kahaani
pahle ye zindagaani
unhen dekha to jeena mujhe aaya
dilbar o jaani
sharam se paani paani
huyi main bas paseen mujhe aaya
aise main bheeg gayi
ho aise main bheeg gayi
haay aise main bheeg gayi
jaise ke barsaat huyi
aise main bheeg gayi
jaise ke barsaat huyi
itna to yaad hai mujhe
ho itna to yaad hai mujhe
haay itna to yaad hai mujhe
ke unse mulaaqaat huyi
itna to yaad hai mujhe
ke unse mulaaqaat huyi
itna to yaad hai mujhe
ho itna to yaad hai mujhe
itna to yaad hai mujhe
itna to yaad hai mujhe..

Storyline :-
The movie starts with a young and handsome guy named Yusuf (Rajesh Khanna), who is the son of a wealthy businessman named Nawab Safdarjung (Iftekhar). Nawab Safdarjung is physically handicapped and uses a wheelchair. Yusuf's nephew's tutor leaves his job. Yusuf arranges a new tutor, Shabana (Leena Chandavarkar), for his nephew. Shabana comes to live with them along with her grandmother. He also appoints Khairuddin (Pradeep Kumar) to take care of his father. However, Khairuddin has arrived only with the intention of killing Nawab Safdarjung.

Shabana and Yusuf starts developing feeling for each other and soon learn that they are in love. Nawab Safdarjung and Shabana's grandmother are happy with the relationship of Yusuf and Shabana and they start arranging for their marriage. Just before their wedding it is revealed that Shabana is the daughter of a courtesan named Najma.


Soundtrack :-

The music of the film was directed by the veteran music director Laxmikant-Pyarelal while the songs were sung by Mohammed Rafi, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Hemlata, etc.

The songs of the movie are: Jaane kyun log mohabbat kiya karte hain Yeh jo chilman hai dushman hai hamari Itna to yaad hai mujhe ke unse mulaqaat hui ,Phir neend kahan aati hai..

Mehboob Ki Mehandi 1971Film
Songs(8)
All the songs were composed by Laxmikant Pyarelal and lyrics were penned by Anand Bakshi.

Songs & Singer(s) Duration

1 Apna Hai Tu Begana Nahin" Mohammed Rafi 04:36
2 Itna To Yaad Hai Mujhe"
Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar 06:20
3 Jane Kyon Log Mohabbat Kiya Karte Hain" Lata Mangeshkar 04:24
4 "Mehboob Ki Mehndi"
Lata Mangeshkar, Hemlata 04:34
5 Mere Deewanepan Ki Bhi Dawa Nahin" Kishore Kumar 05:01
6 Pasand Aa Gai Hai Ek Kafir Haseena" Mohammed Rafi 04:10
7 Ye Jo Chilman Hai, Dushman Hai Hamari" Mohammed Rafi 04:32
8 Mehboob Ki Mehandi Haathon Mein" Lata Mangeshkar 05:52

Комментарии

Информация по комментариям в разработке