Hadees E Kisa URDU | حدیث کساء | Mohsin Hashmi | HADIS E KISA | Manqabat 2020 | HADITH AL-KESAA dua

Описание к видео Hadees E Kisa URDU | حدیث کساء | Mohsin Hashmi | HADIS E KISA | Manqabat 2020 | HADITH AL-KESAA dua

#HADISEKISA
#HadeesEKisa
#HADIES
HADIS E KISA
Hadees E Kisa
HADIES-E-KISA IN URDU TRANSLATION

Bismillah

بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ

YA ALLAH | YA MUHAMMAD(SAWW) | YA ALI(AS) | YA FATIMA(SA)
| YA HASSAN(AS) | YA HUSSAIN(AS)
Recitor : Mohsin Raza Hashmi
Poetry: Arsalan Azmi
Audio : Lawa Studio

Video: TNA PRODUCTION

Compose: Mohsin Raza Hashmi
Hadees E Kisa Lyrics:

SYEDA TAHIRA RAZIYA MARZIYA


Sahabi Nabi ka jabir ye kahta Hai

Binte Nabi ne ye mujhko btaya ek roz ghar ae the piarey baba
Naqahut se unka badan tootta Tha wo Kahne lge ke suno beti zahra
Shafiye zamana ko ab tum shifa do
Mujhe lake tum apni chadar udha do

Zamee or ab kis qadar jag magae
Shabihe muhhmad hassan ghar main ae
Abhi qabl is ke ye madar batae
Mahek ae Nana ki wo muskuray
Kaha ye Nabi salami ho tum per
Mere janishi udhlo tum bhi chadar

Abhi ek lamha bhi guzra nhi Tha
Wo Aya Nabi jis ka bante the naka
Hussain ibne haider ne madar se Bola
Ye mahsos hota Hai ghar main Hai nana
Kaha bibi Zahra ne mere dulare
Hain chadar main mujood Nana tumare

Hussain ae nazdeeq or thami chadar
Ye aqa ne Bola nazar ko jhuka ker salami ho Nana pe bhai hassan

Chale ao nazdeeq bole payamber
Tim is kahkasha ke ho chothe sitare
Hai Deen bhi humara tum hare saharey

Falak ki nigaho ne manzer ye dekha
Wo Aya jo mere Nabi ka saya
Nabuwat ka mushkil Kusha mere mola
Nabi ne unhe bhi kisa main bolaya
Naqahut Hoi door mere nabi ki
Hoi johi chadar main shirkat Ali ki

Ye Kahne lgi syeda se nabuwat
Chali ao beti tumhe Hai ijazt
Hoi Fatima ki kisa main jo shirkat
Taharut ki jibreel le ae ayat
Banae gae Jin ki khatir ye dunia
Hoe Pancho unwar chadar main yakja

Subhi agye to Muhammad ne bola
Ye Mera nhi Hai khuda ka Hai kahna
Jo dushman Hai inka wo dushman Hai mera
Inhe jis ne chaha usse main chaha
Jalal or izet ki mujhko qasam Hai
Khudae ka Inke sabab se bharam Hai

Dua Arsalan or mohsin ye kr na
Rahe Inse nisbat Hume bhi hemesha
Rahe hum pe Saya hadise kisa ka
Ke hain Inke noker ye turbat pe likhna
Undhera bhi turbat se Yun door hoga
Humari lehad main faqat noor hoga

HADIS E KISSA

Комментарии

Информация по комментариям в разработке