Wo Shehr e Mohabbat - Beautiful Naat Sharif - Hafiz Abdur Rehman Qadri

Описание к видео Wo Shehr e Mohabbat - Beautiful Naat Sharif - Hafiz Abdur Rehman Qadri

Wo Shehr e Mohabbat - Beautiful Naat Sharif
Hafiz Abdur Rehman Qadri is young Qari and Sana Khawan e Rasool ﷺ from Lahore, this is his debut kalam, show your love and support.

-----------------------------------------
Lyrics:
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Jihad e Muhabbat Ki Awaaz Goongi
Kaha Hanzala Nae Ye Dulhan Sae Apni
Ijazat Agar Doo Tou Jam e Shahdat
Labooo Sae Laganay Ka Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Jo Pocha Nabi Nae Kay Kuch Ghar Bhi Chora
Tou Siddique Akbar Kay Hoontoo Pay Aaya
Wahan Mal o Dolat ki Kia Hay Zaroorat
Jahan Dil Lutanay Ka Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Sitaroon Sae Ye Chand Kehta Hay Har Dam
Tumhain Kia Bataen Wo Tukroan Ka Aalam
Isharay Main Aaqa Kay Itna Maza Tha
Kay Phir Toot Janay Ko Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Wo Nannaa Sa Asghar Wo Aerrii Ragarr Kar
Yehi Keh Raha Hay Wo Khaemain Main Roo Kar
Aae Baba Main Paani Ka Piyasa Nahi Hoon
Mera Sarr Katanay Ka Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay
Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Jo Daikha Hay Rooo e Jamal e Risalat
Tou Arshad Omer Mustafa Sae Ye Bolay
Barri Apsay Dhusmani Thee Magar Ab
Ghulami Main Aanay Ka Dil Chahta Hay

Wo Shehr e Mohabbat Jahan Mustafa Hain
Wahin Ghar Bananay Ko Dil Chahta Hay

Wo Sonay Sae Kankar Wo Chandi See Mitti
Nazar Main Basanay Ko Dil Chahta Hay

-----------------------------------------
Urdu Lyrics:

وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
وہ سونے سے کنکر وہ چاندی سی مٹّی
نظر میں بسانے کو دل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
جو پوچھا نبی نے کہ کُچھ گھر بھی چھوڑا
تو صدیق اکبر کے ہونٹوں پہ آیا
وہاں مال و دولت کی کیا ہے حقیقت
جہاں جاں لٹانے کو دِل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
جہادِ محبت کی آواز گونجی
کہا حنظلہ نے یہ دلہن سے اپنی
اجازت آگر دو تو جام شہادت
لبوں سے لگانے کو دِل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
وہ ننھا سا اصغر وہ ایڑی رگڑ کر
یہی کہہ رہا ہے وہ خیمے میں رو کر
اے بابا! میں پانی کا پیاسا نہیں ہوں
مرا سر کٹانے کو دِل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
ستاروں سے یہ چاند کہتا ہے ہر دم
تمہیں کیا پتہ ہے وہ ٹکڑوں کا عالم
اشاروں میں آقا کے اتنا مزہ تھا
کے پھر ٹوٹ جانے کو دِل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے
جو دیکھا ہے روئے جمال رسالت
تو طاھر! عمر مصطفیٰ سے یہ بولے
بڑی آپ سے دشمنی تھی مگر اب
غلامی میں آنے و دِل چاہتا ہے
وہ شہرِ محبت جہاں مصطفیٰﷺہیں
وہیں گھر بنانے کو دِل چاہتا ہے


Title: Wo Shehr e Mohabbat
Naat Khawan : Hafiz Abdur Rehman Qadri
Audio Production: HQ Studio Lahore
Audio Mix & Master: RWDS - Rao Arsal Ali Khan
Video Production: HQ Studios Lahore
Director of Photography & Editing: Amir Sultan
Graphics: Muhammad Junaid Qadri 
Lebel : Hafiz Abdur Rehman Qadri Productions © All rights reserved
Contact for Mehfil Queries: Hafiz Abdur Rehman Qadri (+92-348-744-9577)

-------------------------------------------------------
COPYRIGHT NOTICE:
All rights to the audio and video production are reserved by Hafiz Abdur Rehman Qadri.
You are not permitted to re-upload this video on any platform. Unauthorized uploads will result in a copyright claim.
However, feel free to share this beautiful video!

#naat #naatsharif #naats #milad #milad2024 #miladunnabi #HafizARQadri

Комментарии

Информация по комментариям в разработке