- Song: Dil Ne Pyaar Kiya Hai Film SHARARAT Singer Mohd RAFI

Описание к видео - Song: Dil Ne Pyaar Kiya Hai Film SHARARAT Singer Mohd RAFI

Cast: BISWAJEET, MUMTAZ, SHATRUGHAN SINHA, SUJIT KUMAR, FARYAL, DURGA KHOTE, TUNTUN, MADHU MALITI
Producer: RATAN MOHAN Director: MANMOHAN DESAI Music Director: GANES
Dil ne pyaar hai.
dil hamaara tha
humne haara tha
tumpe waara tha

dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
kal tumne jo hum se
vaade kiye the
kahaan hain
kahaan hain
kahaan hain
wo vaade
kal tumne jo hum se
khaayi thi kasmen
kahaan hain
kahaan hain
kahaan hain
wo kasmen
na itraaiye
na muskaaiye
sharmaaiye
dil hamaara tha
humne haara tha
tumpe waara tha
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
aye jaan e jaan
tum ko pooja hai humne
zara yaad kijiye
wo raaten suhaani
humraaz thi tum
meri zindagi ki
magar aaj badli hui
hai kahaani
ye kya ho gaya
ye kyun ho gaya
samajh na saka
dil hamaara tha
humne haara tha
tumpe waara tha
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
aye gulbadan
sab se mumtaaz thi tum
mahal pyaar ka
ik banaaya tha maine
ye kis ki nazar se
jala ashiyaana
bade naaz se ghar
sajaaya tha maine
luti zindagi miti bandagi
mili bekasi
dil hamaara tha
humne haara tha
tum pe waara tha
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
dil ne pyaar kiya hai
ik bewafa se
pachhta rahe hain

Комментарии

Информация по комментариям в разработке