Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE

  • K Tube
  • 2026-01-15
  • 11
DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE
KTubeKTubeNewsKTubeKarachiNews
  • ok logo

Скачать DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео DC Central Taha Saleem Ki Qiyadat Mein District Disaster Management Authority Ka Ahem Ijlas | KTUBE

Deputy Commissioner District Central Taha Saleem ki zir-e-sadarat District Disaster Management Authority (DDMA) ka aik nihayat ahem aur faisla kun ijlas munaqid hua, jiska maqsad shehar ko kisi bhi qudrati ya nagahani aafat ki surat mein foran aur moassar response dena tha. Ijlas mein mukhtalif mehakmon ke afsaran, TMC officials aur disaster response se mutaliq zimmedar afraad ne shirkat ki.

Ijlas ke dauran is baat par tafseeli ghour o khos kiya gaya ke agar shehar ko baarish, sailaab, aag, zameeni hadsa ya kisi aur emergency ka samna karna pare to kis tarah foran rescue aur relief operation shuru kiya jaye. DC Taha Saleem ne wazeh hidayat di ke tamam idaray aapas mein coordination ke sath kaam karein aur kisi qisam ki laaparwahi bardasht nahi ki jayegi.

Ijlas mein yeh faisla bhi kiya gaya ke mukhtalif departments ke afsaran aur trained volunteers par mushtamil khaas teams tashkeel di jayengi, jo har qisam ki emergency mein 24/7 active rahengi. In teams ke liye zaroori machinery, rescue equipment, vehicles aur manpower ki tafseelat talab kar li gayi hain.

DC Central Taha Saleem ne is baat par bhi zor diya ke Disaster Management staff ki professional training ko yaqini banaya jaye, taake kisi bhi hngami surat-e-haal mein awaam ki jaan aur maal ka tahaffuz barwaqt aur behtareen tareeqay se kiya ja sake. Unhon ne kaha ke district administration mukammal tor par tayyar hai aur shehriyon ke tahaffuz par koi samjhauta nahi kiya jayega.

Ijlas ke ikhtitam par is azm ka izhar kiya gaya ke District Central mein disaster preparedness ko mazeed mazboot banaya jayega aur kisi bhi emergency ki surat mein awaam ko tanha nahi chora jayega. Welcome to K Tube – Your #1 Source for Karachi News!
Stay updated with the latest news, events, and real stories from every corner of Karachi. From breaking headlines to local updates, K Tube brings you the heartbeat of the city, all in one place.
#KTubeNews
#DCCentral
#TahaSaleem
#DisasterManagement
#DDMA
#EmergencyAlert
#RescueTeam
#KarachiUpdates
#BreakingNews
#PublicSafety
#DistrictCentral
#EmergencyResponse
#NaturalDisaster
#RescueOperation
#KarachiNews
#PakistanNews
#AdminAlert
#ReliefOperation
Don’t forget to subscribe and stay informed!


--
Instagram
https://www.instagram.com/ktube_digit...

Facebook
  / 19vwewxkim  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]