Naik Saif Ali janjua shaheed nishan e haider holder | Nishan e haidar saif Ali janjua shaheed

Описание к видео Naik Saif Ali janjua shaheed nishan e haider holder | Nishan e haidar saif Ali janjua shaheed

Assalam o alaikum friends

Naik saif Ali Janjua shaheed pehla kashmiri shaheed hy jise Pakistan ka sab se barra aizaz nishan e haider diya gya.naik saif Ali Janjua shaheed azad jamu kashmir mrin 25 april 1922 mein peda hue.
Naik saif Ali janjua shaeed 18 march 1941 ko british indian army ki royal core of engeniers mein shamil hue naik Saif Ali janjua shaheed 2nd world war mein 4 sal tak army mein beroon mulk khidmat sar anjam dete rhe.
1947 mein watan wapis ae aor sardar Fateh Muhammad karelvi ki haideri force mein shamil ho gae aor onhe naik ka ohda mil gya onhe budha khanna k muqam per dushman se muqabla krne ka task mila.
Naik saif Ali janjua shaheed 26 october 1948 mein shaheed ho gae onhe hilal e kashmir se nawaza gya.
6 september 1999 ko chief of army staff general parvez musharaf ne Pakistan ka sab se barra askri aizaz nishan e haidar se nawaza.
Stay connected with us at#MultanOnline#Nishan_e_Haider

Комментарии

Информация по комментариям в разработке