O Yaara Dil Lagana | ❤️90s Jhankar❤️ | Agni Sakshi 1996 | Kavita Krishnamurthy,Jackie Shroff Manisha

Описание к видео O Yaara Dil Lagana | ❤️90s Jhankar❤️ | Agni Sakshi 1996 | Kavita Krishnamurthy,Jackie Shroff Manisha

Movie/album: Agni Sakshi
Singers: Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Zee Music
Starring: Jackie Shroff, Nana Patekar, Manisha Koirala
Release on: 15th March, 1996


Ikrar karna muskil hai,
Inkar karna muskil hai
Mahbub se mohabbat ka
Izhar karna muskil hai
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana


Chahat me dil kisi ke
Jab bekarar hota hai
Sham o sahar kisi ka
Tab intezar hota hai
Mitha sa dard leke
Aye koi khayalo mein
Betab dil hamesha
Uljha rahe sawalo mein
Ho kitna muskil hai
Duniya mein dekho dil churana
O yara dil churana
O yara dil churana
O yara dil churana
Ho kitna muskil hai
Dekho is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
Ha yara dil lagana


Najre milengi aise ye
Dil to dhadak uthega
Manega na ye kahn
Ulfat mein tadap uthega
Koi wafa ke dam se
Bechain karke jayega
Ayega roj khwabo
Mein ninde churake jayega
Kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lubhana
O yara dil lubhana
O yara dil lubhana
O yara dil lubhana
Kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana,
O yara dil lagana
O yara dil lagana
Ikrar karna muskil hai,
Inkar karna muskil hai
Mahbub se mohabbat ka
Izhar karna muskil hai
Ho kitna muskil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yara dil lagana, o yara dil lagana
Ha yara dil lagana
O yara dil lagana, o yara dil lagana
O yara dil lagana.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке