Mere Desh Ki dharti || Sona Ugle Ugle Heere Moti || Instrumental Karaoke Version || Songs Karaoke

Описание к видео Mere Desh Ki dharti || Sona Ugle Ugle Heere Moti || Instrumental Karaoke Version || Songs Karaoke

Song Credits:
Song: Mere Desh Ki Dharti
Album: Upkar
Artist: Mahendra Kapoor
Music Director: Kalyanji-Anandji
Lyricist: Gulshan Bawra
Film Star: Asha Parekh, Manoj Kumar, Pran, Kamini Kaushal, Prem Chopra, Kanhaiyalal, Madan Puri, Manmohan Krishna, David, Aruna Irani
Director: Manoj Kumar
Producer: Manoj Kumar

Label:: Saregama India Ltd.

For business enquiries, paid promotion and sponsorships mail me at [email protected]
IF YOU WANT TO USE THIS TRACK, PLEASE TRY TO GIVE CREDIT:)
ALL AUDIO COPYRIGHTS ARE PROPERTY OF THE RIGHTFUL OWNERS
#songskaraoke #meredeshkidharti #meredeshkidhartiinstrumentalkaraoke

KEYWORDS:-
mere desh ki dharti
mere desh ki dharti sona ugale
mere desh ki dharti sona ugale ugale hira moti
mere desh ki dharti karaoke
mere desh ki dharti karaoke song
mere desh ki dharti song karaoke
mere desh ki dharti sona ugale karaoke
mere desh ki dharti sona ugale karaoke song
mere desh ki dharti sona ugale song karaoke
mere desh ki dharti sona ugale ugale hira moti karaoke
mere desh ki dharti instrumental
mere desh ki dharti instrumental karaoke

LYRICS:-
Mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Bailon ke gale mein jab ghungharu
Jeevan ka raag sunaate hain
Jeevan ka raag sunaate hain
Gham koson door ho jata hai
Khushiyon ke kanval muskaate hain
Khushiyon ke kanval muskaate hain
Sun ke rehat ki aawaazein
Sun ke rahat ki aawaazein
Yun lage kahin shehnaai baje
Yun lage kahin shehnaai baje
Aate hi mast baharon ke
Dulhan ki tarah har khet saje
Dulhan ki tarah har khet saje

O mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, o mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Jab chalte hain is dharati pe hal
Mamta angdaaiyaan leti hai
Mamta angdaaiyaan leti hai
Kyun na pooje is maati ko
Jo jeevan ka sukh deti hai
Jo jeevan ka sukh deti hai
Is dharti pe jisne janam liya
Is dharti pe jisne janam liya
Usne hi paya pyaar tera
Usne hi paya pyaar tera
Yahan apna paraya koi nahin
Yahan apna paraya koi nahin
Hai sab pe hai Maa upkaar tera
Hai sab pe hai Maa upkaar tera

Mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Yeh baag hai Gautam Nanak ka
Khilte hain aman ke phool yahan
Khilte hain aman ke phool yahan
Gaandhi, Subhash
Gaandhi, Subhash, Tagore, Tilak
Aise hain chaman ke phool yahan
Aise hain chaman ke phool yahan
Rang hara hari Singh Nalve se..
Rang laal hai Lal Bahadur se
Rang bana basanti Bhagat Singh
Rang bana basanti Bhagat Singh
Rang aman ka veer Jawahar se
Rang aman ka veer Jawahar se

Mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti

Комментарии

Информация по комментариям в разработке