ऐ काश किसी दीवाने को HD - आए दिन बहार के - आशा पारेख, नज़ीमा - लता मंगेशकर, आशा भोसले - Old Is Gold

Описание к видео ऐ काश किसी दीवाने को HD - आए दिन बहार के - आशा पारेख, नज़ीमा - लता मंगेशकर, आशा भोसले - Old Is Gold

Song:- Aye Kash Kisi Deewane Ko
Singer(s):- Lata Mangeshkar, Asha Bhosle
Movie:- Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Music Director:- Laxmikant-Pyarelal
Lyricist:- Anand Bakshi

#GoldminesGaaneSuneAnsune #AshaParekh #Nazima #LataMangeshkar #AshaBhosle #AayeDinBahaarKe #OldSongs

Lyrics:-
Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye
Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye
Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye Bas Aaj Kayamat Ho Jaye
Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye
Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Hai Waqt Abhi Tauba Karlo
Allah Musibat Ho Jaye Allah Musibat Ho Jaye
Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye
Tumko Maloom Nahi Shayad Kitne Bedard Sanam Honge
Tumko Maloom Nahi Shayad Kitne Bedard Sanam Honge
Yeh Aapne Sach Farmaaya Hai Ulfat Mein Lakh Sitam Honge
Ulfat Mein Lakh Sitam Honge Hai Lakh Sitam Manzoor Hume
Bas Ek Inayat Ho Jaye Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye
Bas Aaj Kayamat Ho Jaye Aaye Kash Kisi Deewane Ko
Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Har Sans Ko Har Ek Dhadkan Ko
Woh Apni Yad Bana Dale Har Sans Ko Har Ek Dhadkan Ko
Woh Apni Yad Bana Dale Tum Aaj Agar Ek Nagma Ho
Tumko Fariyaad Bana Dale Tumko Fariyaad Bana Dale
Gairo Se To Ho Shikwe Tumhe Khud Se Bhi Shikayat Ho Jaye
Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Allah Musibat Ho Jaye
Allah Musibat Ho Jaye Aye Kash Kisi Deewane Ko
Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye Har Ek Khata Is Dunyia Ki
Is Ek Khata Se Behatar Hai Har Ek Khata Is Duniya Ki
Is Ek Khata Se Behatar Hai Yeh Pyar Nahi Ek Dard Sahi
Yeh Dard Dawa Se Behtar Hai Yeh Dard Dawa Se Behtar Hai
Bas Chain Hume Aa Jaye To Bechain Tabiyat Ho Jaye
Hum Lut Jaye Dil Kho Jaye Bas Aaj Kayamat Ho Jaye
Aye Kash Kisi Deewane Ko Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye
Hai Waqt Abhi Tauba Karlo Allah Musibat Ho Jaye
Allah Musibat Ho Jaye Aaye Kash Kisi Deewane Ko
Hum Se Bhi Mohabbat Ho Jaye

Комментарии

Информация по комментариям в разработке