Devgarh Fort देवगढ़ किला | 500 Saal Purana Khazano Ka Qila | Paras Patthar Bhi Isi Kile Me Hai | MP

Описание к видео Devgarh Fort देवगढ़ किला | 500 Saal Purana Khazano Ka Qila | Paras Patthar Bhi Isi Kile Me Hai | MP

Devgarh Fort देवगढ़ किला | 500 Saal Purana Khazano Ka Kila | Paras Patthar Bhi Isi Kile Me Hai | MP
🌹Welcome to my YouTube channel @Abudaniyalvlogs Traveler Abu Daniyal💐 Devgadh kila devgarh Fort देवगढ़ किला. Devgadh village.
500 Saal purana Kila devgarh historical place mana jata hai joki 650 fit unche pahad ki choti par bana hai ye gondvana riyasat ka ahem qila mana jata tha. Is Video me ap dekhe ge Kile security system. hathi mahel. Nakkar khana. Khazana khar. Burj mukhye darwaza.
Is Kile me bahut se ayse raaz chupe hai. jin ko aaj tak koi nahi dbundh paya. Kahte hai yaha beshumar Khajana maujood hai. Esi Kile me 800 kunve 900 bavdi Bhi thee. jo gujarte Waqt ke Sath aaj dekhne ko nahi milti. Lekin aaj bhi 40 se 50 kunve bawdi dekhne ko milte hai. Ye kila chindwara se 42 km ki duri. mohkhed se 12 km par devgarh village me hai hai. Jis ke aas pass ki vadi bahu khubsurat hai.
Bataya jata hai Paras Patthar Bhi Isi Kile Me maujood hai ye bat kaha tak sach hai pata nahi.
आप लोग भी यहा आए और देखे ये 500 साल पुराना किला देखें. You also come and see this beautiful fort and place.
🔔 Subscribe for More Travel Discoveries! Don't miss out on my travel adventures and explorations. Subscribe and hit the notification bell for future updates
My YouTube channel @Abudaniyalvlogs Like comment share. Please Viral this video YouTube
.
#DevgarhFort
#Devgadhkila
#Travelerabudaniyal
.
Contact. Email
[email protected]

Комментарии

Информация по комментариям в разработке