RCT के बाद capping क्यों ?? Why capping is needed after root canal treatment ?

Описание к видео RCT के बाद capping क्यों ?? Why capping is needed after root canal treatment ?

In this video we'll talk about , why capping is needed after root canal treatment?
agar apke danto me dard hai to jadatar cases me tooth ko save karne ke liye root canal treatment suggest kiya jata hai, tooth ko nikalwane se better hai ki root canal treatment karwa kar use save kar liya jaye..
root canal treatment ya jise hum RCT kahte hai is treatment se apka pain chala jata hai sath hi apka tooth save ho jata hai nikalna nahi hota hai, lekin dard jane kle bad bhi rct ke bad capping karne ki salah di jati hai, ya hum ye kah sakte hai ki rct tabhi complete hoiti hai jab us tooth me capping ki jaye .
To ese me patient ke question hote hai unki thought hoti hai ki jab dard chala gaya hai , thik ho gaye hai to capping kyu karani hai ?
Rct ke bad humara tooth non vital ho jata hai , aage hum use fir se use kar paye normally isiliye capping karana jaruri hita hai yahi hum is vieo me easy karke samjhenge..
han capping konci karani hau ye aap par depend karta hai , cideo dekhe, samjhe or jinhe jarurat hai unhe samjhaye , thanks

root canal treatment kya hai
   • RCT in Hindi l what is root canal tre...  

must share for awareness
subscribe for more informative videos
#drharishankarsoni

Комментарии

Информация по комментариям в разработке