The Dark Truth Of Brahma Pisach

Описание к видео The Dark Truth Of Brahma Pisach

The Dark Side of Brahma Pisach

Hello friends

Brahmapishach ek aisa naam jo aksar hindu dharm se judi hui bhoot pishach aur pret ki kahaniyon ka hissa raha hai, brahmapishach ko bhi baki pret aur bhoot ki tarah darawana aur khatarnaak bataya gaya hai,

jinns, bhoot, pret ki hee tareh inke hamare beech maujood hone aur hamari iss duniya me inki dakhal dene ki kayi kahaniyan bhi hamare beech maujood hain,

Lekin dosto jab inke naam par dhyan diya jata hai toh pata chalta hai ki inke naam me brahma yani hindu dharm ke teen sabse pramukh devtaon me se ek devta ka naam juda hua hai, aisa kyun?

Комментарии

Информация по комментариям в разработке