chand maddham hai aasman chup hai, neend ki godmein jahan chup hai

Описание к видео chand maddham hai aasman chup hai, neend ki godmein jahan chup hai

This Lata-Madan classic from the film, "Railway platform (1955)" (Singer: Lata Mangeshkar, Lyrics: Sahir Ludhianvi, Music: Madan Mohan) simply transports you to a different world. This recording was done at home in Rochester, NY, on December 9, 2012 with Mishkatul Bhattacharya on tabla. Apologies for the bad video composition which is a consequence of using a remote control.

Lyrics:

Chand maddham hai aasman chup hai
Neend ki god mein jahan chup hai
Chand maddham hai aasman chup hai

Door wadi mein doodhiya baadal
Jhuk ke parbat se pyar karte hain
Dil mein naakaam hasraten lekar
Hum tera intezaar karte hain
Chand maddham hai aasman chup hai

In baharon ke saaye mein aajaa
In baharon ke saaye mein aajaa
Phir muhabbat jawaan rahe na rahe
Zindagi tere na mooradon par
Kal talak mehrban rahe na rahe
Chand maddham hai aasman chup hai

Roz ki tarha aaj bhi taaren
Subah ki gard mein na kho jaayen
Aa tere gham mein jaagti aankhen
Kam se kam ek raat sho jaayen
Chand maddham hai aasman chup hai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке