Urdu Ghazal || aap se milke hum kuch badal se gaye || Ziyad Hanif || Dil Ki Dunya || Sad Poetry

Описание к видео Urdu Ghazal || aap se milke hum kuch badal se gaye || Ziyad Hanif || Dil Ki Dunya || Sad Poetry

Artist : Ziyad Hanif
Poet : Javeed Akhter
Mastering : TSD Records
Production : Dil Ki Dunya
All Rights Reserved to DIL KI DUNYA
Lyrics :
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
pehle mashhur thi apni sanjidgi
ab to jab dekhayeh muskurane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

humko logo se milne ka kab shaukh tha
mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
humko logo se milne ka kab shaukh tha
mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
aapke waaste humne ye bhi kiya
milne julne lage, aane jane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan
humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
aa gaye jab hum mein bhi tabdeliyan
ik musawir se bhi ho gayi dosti
aur ghazale bhi sunne sunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

aapke bare mein puchh baitha koi
kya kahe humse kya badhawasi huyi
aapke bare mein puchh baitha koi
kya kahe humse kya badhawasi huyi
kehne wali jo thi baat wo na kahi
baat jo thi chhupani batane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye

ishq beghar kare, ishq bedar kare
ishq ka sach hai koi thikana nahin
ishq beghar kare, ishq bedar kare
ishq ka sach hai koi thikana nahin
hum jo kal tak thikane ke the aadmi
aapse milke kaise thikane lage
pehle mashhur thi apni sanjidgi
ab to jab dekhayeh muskurane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
sher padhne lage, gungunane lage
aap se milke hum kuch badal se gaye
آپ سے مل کے ہم کچھ بدل سے گئے، شعر پڑھنے لگے گنگنانے لگے
پہلے مشہور تھی اپنی سنجیدگی، اب تو جب دیکھئے مسکرانے لگے

ہم کو لوگوں سے ملنے کا کب شوق تھا، محفل آرائی کا کب ہمیں ذوق تھا
آپ کے واسطے ہم نے یہ بھی کیا، ملنے جلنے لگے، آنے جانے لگے

ہم نے جب آپ کی دیکھیں دلچسپیاں، آگئیں چند ہم میں بھی تبدیلیاں
اک مصور سے بھی ہوگئی دوستی، اور غزلیں بھی سننے سنانے لگے

آپ کے بارے میں پوچھ بیٹھا کوئی، کیا کہیں ہم سے کیا بدحواسی ہوئی
کہنے والی جو تھی بات ہو نہ سکی، بات جو تھی چھپانی، بتانے لگے

عشق بے گھر کرے، عشق بے در کرے، عشق کا سچ ہے کوئی ٹھکانا نہیں
ہم جو کل تک ٹھکانے کے تھے آدمی، آپ سے مل کے کیسے ٹھکانے لگے​

_Warning_
Our broadcasts are prohibited from releasing videos of any unofficial and banned religious, political or military party. Legal action will be taken if identified.


_Copyright Notice_
All rights of the audio and video production is reserved for DIL KI DUNYA.
Hence, it's not permissible to reuploading without our permission. However, you may share this production on Social Media Platform.


_About Us_
DIL KI DUNYA working on Urdu Adab, Milli Naghma, Motivational Kalam, Short Movies and Peace sharing events. For any detail Dil Ki dunya contact us!.... [email protected]


Note:
If we have mistakenly uploaded any copyright material, please message us and we will take it down immediately.

dil ki dunya,dil ki dunya ghazals,ghaals,urdu ghazal,ghazals,new ghazal,sad ghazal,emotional ghazals,music free ghazal,ghazal video,relaxing music,relaxing ghazal,relaxing urdu ghazal,latest ghazal,ghazal urdu,relaxing new ghazal,relaxing ghazal 2023,#viral ghazal,viral video,relaxing music sleep,relaxing ghazals,ghazals in urdu,gojal,urdu gojal,hindi ghazal,poetry,aap se milke hum kuch badal se gaye,ziyad hanif,dil ki duniya,sad poetry
#viral #ghazal #dilkiduniya #shortsvideo #shortsfeed #song

Комментарии

Информация по комментариям в разработке