Muztar Khairabadi Poetry - Kahan Gaya Mera Bachpan Kharab Kar Ke Mujhe [Poetry Reading]

Описание к видео Muztar Khairabadi Poetry - Kahan Gaya Mera Bachpan Kharab Kar Ke Mujhe [Poetry Reading]

Kahan Gaya Mera Bachpan Kharab Karke Mujhe - Reading of Muztar Khairabadi Poetry. Beautiful ghazal shayari!

Iftikhar Hussain, known by his pen name Muztar Khairabadi, was an Indian Urdu poet. He was father of renowned Urdu poet Jaan Nisar Akhtar and grandfather of Javed Akhtar.

Aseer-e-Panja-e-Ehd-Shabab Kar Ke Mujhe
Kahan Gaya Mera Bachpan Kharab Kar Ke Mujhe

Urdu Poetry of Muztar Khairabadi
Ghazal: Kahan Gaya Mera Bachpan Kharab Kar Ke Mujhe
Poetry Recitation: Raheel Farooq

#UrduPoetry #Urdu #Shayari

مضطرؔ خیر آبادی کی شاعری

اردو غزل: کہاں گیا مرا بچپن خراب کر کے مجھے
شاعر: مضطرؔ خیر آبادی

مکمل غزل:

اسیرِ پنجۂ عہدِ شباب کر کے مجھے
کہاں گیا مرا بچپن خراب کر کے مجھے

کسی کے دردِ محبت نے عمر بھر کے لیے
خدا سے مانگ لیا انتخاب کر کے مجھے

یہ ان کے حسن کو ہے صورت آفریں سے گلہ
غضب میں ڈال دیا لا جواب کر کے مجھے

وہ پاس آنے نہ پائے کہ آئی موت کی نیند
نصیب سو گئے مصروفِ خواب کر کے مجھے

مرے گناہ زیادہ ہیں یا تری رحمت
کریم تو ہی بتا دے حساب کر کے مجھے

میں ان کے پردۂ بے جا سے مر گیا مضطرؔ
انھوں نے مار ہی ڈالا حجاب کر کے مجھے

Ghazal text:

asīr-e-panja-e-ahd-e-shabāb kar ke mujhe
kahāñ gayā mirā bachpan ḳharāb kar ke mujhe

kisī ke dard-e-mohabbat ne umr-bhar ke liye
ḳhudā se maañg liyā intiḳhāb kar ke mujhe

ye un ke husn ko hai sūrat-āfrīñ se gila
ġhazab meñ Daal diyā lā-javāb kar ke mujhe

vo paas aane na paa.e ki aa.ī maut kī niiñd
nasīb so ga.e masrūf-e-ḳhvāb kar ke mujhe

mire gunāh ziyāda haiñ yā tirī rahmat
karīm tū hī batā de hisāb kar ke mujhe

maiñ un ke parda-e-be-jā se mar gayā 'muztar'
unhoñ ne maar hī Daalā hijāb kar ke mujhe

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We present recitations of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) in the voice of Raheel Farooq with classic background music is an experience people of taste can have nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

WEBSITE: https://recitation.net

FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
TikTok:   / urdurecitation  
SoundCloud:   / urdurecitation  
Pinterest:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

BUSINESS QUERIES

Visit Urdu Business Services (our commercial Urdu language solutions - official website linked below) for professional voice over, translation and copywriting services:

https://urdu.biz

Thank you!

Комментарии

Информация по комментариям в разработке