MUHARRUM 2021/1443 NEW NOHA - AMMA TERA HUSSAIN - REHMANI SISTERS.

Описание к видео MUHARRUM 2021/1443 NEW NOHA - AMMA TERA HUSSAIN - REHMANI SISTERS.

Title: Amma Tera Hussain.
Reciters: Rehmani Sisters
Poet: Dr Altaf Hussain
Composer: Rizwan Ali Zaidi
Concept & variations Rehmani Sisters
Audio: Pure Vocals
Editing & Mixing: ODS Studio Karachi
Graphics: Qasim Shah Zaidi
Video: Al-Abbas Studio

Get connected!
YouTube:    / rehmanisisters  
Facebook:   / rehmanisisters  
Instagram:   / rehmani.sisters_official  
Gmail: [email protected]

Like, comment, share and subscribe!

PLAYLISTS:
Live Manqabat recitations:
   / playlistlist=pltzn_5osqjrg9v95pmshkub5nj6v...  

Live Noha Recitations:
   • REHMANI SISTERS - LIVE NOHA RECITATIONS  

Manqabat/Munajaat Album:
   / playlistlist=pltzn_5osqjqepxwtxhjf_kogo6t5...  

Muharrum Album 2021/1433:
   • REHMANI SISTERS - MUHARRUM 2021  

Muharrum Album 2020/1442:
   • Muharrum Album 2020/1442  

Muharrum Album 2018/1440:
   • Muharrum Album 2018/1440  

Muharrum Album 2017/1439:
   • REHMANI SISTERS - MUHARRUM 2017  

Muharrum 2016/1438:
   • REHMANI SISTERS - MUHARRUM 2016  

●●LYRICS ● ●

AASHOOR KI WO ASR THI MAIDAANE KARBALA
PYAASE SHAHEED HOGAYE ANSAAR O AQRABAA
DASHTE BALAA ME MAADAR E MUZTAR KO DEKHKAR
RO RO KE YE HUSSAIN NE AMMA SE HAI KAHAA

ZAALIM HAI TEER TEGH HAI QANJAR HAI SHOR-O-SHAIN
TANHA KHADAA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

1. MAQTAL ME JUDAA HOGAYA HAR RAAJ DULAARA
BARBAAD CHAMAN HOGAYA KARBAL ME TUMHAARA
AMMA HAR EK CHOOT GAYA MERA SAHAARA
IMDAD KO HUSSAIN KE AAJAO KHUDAARA
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

2. JEENE KI MUJHE KOI BHI AB AAS NAHI HAI
PYAASA HU KISI KO BHI YE EHSAAS NAHI HAI
AKBAR NAHI QASIM NAHI ABBAS NAHI HAI
DENE KO DILAASA BHI KOI PAAS NAHI HAI
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

3. AMMA SUNO HUSSAIN SE YE DAASTAAN-E-GHAM
NIKLE HAI MERE SAAMNE SAB AQRABA KE DAM
DHAAYE GAYE HAI ASR TALAK SAIKADO'N SITAM
JAAYE TO AB KAHAA KE ASEER-E-BALAA HAI HAM
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

4. TAQDEER NE HUSSAIN KO YE DIN DIKHAAYA HAI
PEERI ME JAWAA'N LAAL KI MAYYAT UTHAYI HAI
JEE BHARKE NANAJAAN KI UMMAT SATAAYI HAI
MARNE KO JAA RAHA HU AB AMMA DUHAYI HAI
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

5. TUKODO'N ME MERA QASIM-E-BEKAS BIKHAR GAYA
HAATHON PA MERE NHANNA MUJAHED GUZAR GAYA
QAM MERI PUSHT BHAYI ALAMDAAR KARGAYA
AMMA TADAP TADAP KE JAWAA LAAL MARGAYA
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

6. BAS DOPAHAR ME APNE BHARE GHAR KO LUTAKAR
QAIMO'N KE PASE PUSHT LAHAD EK BANAAKAR
NHANNI SI AMAANAT KO TAHE QAAK CHUPAAKAR
SADME HAZAAR EK DIL-E-MUZTAR PE UTHAAKAR
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

7. RUQSAT KA MERE QAIMO'N SE MANZAR AJEEB THA
YAANI QAZAA SE TERA PISAR ANQAREEB THA
YAAWAR NA KOI PAAS NA KOI HABEEB THA
ZAINAB THI AUR SIRF HUSSAIN-E-GAREEB THA
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

8. PAANI NA IBNE SAAKHIYE KAUSAR KO MILEGA
AUR TEERO'N KI ZAD PAR TAN-E-MAZLOOM RAHEGA
AMMA QAREEB E ASR KO SAR TAN SE KATEGA
AANA ZAROOR JAB DIL E SHABBIR KAHEGA
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

9. ALTAF BAPAA HONE LAGAA ASR KO MAHSHAR
JAB NARGA-E-AADAA ME GHIRE SIBT E PAYAMBAR
REHMAANI BARASTE THE HAR EK SIMT SE PATHAR
HAR ZAQM PE SHABBIR YE KEHTE THE TADAPKAR
TANHA KHADA HAI DASHT ME AMMA TERA HUSSAIN

Комментарии

Информация по комментариям в разработке