Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin | Izzat 1968 | Live Song Performance | Jagruti Films Bhuj Kutch

Описание к видео Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin | Izzat 1968 | Live Song Performance | Jagruti Films Bhuj Kutch

For more info :- +91 98252 88829
  / jagrutifilms  
  / jagrutifilms  
#oldhindisongs #sadabahar #oldhindisongs
Lyrics:-
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Kare
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Kare
Tasavvur Mein Koi Basta Nahin
Hum Kya Kare
Tumhi Keh Do Ab Aye Jaan-E-Wafa
Hum Kya Kare
Lute Dil Mein Diya Jalta Nahin
Hum Kya Kare
Tumhi Keh Do Ab Aye Jane-Ada
Hum Kya Kare
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Kare
Kisi Ke Dil Mein Bas Ke
Dil Ko Tadpana Nahin Achcha
Nigahon Ko Jhalak De De Ke
Chhup Jana Nahin Achcha
Umeedon Ke Khile Gulshan Ko
Jhulsana Nahin Achcha
Hamein Tum Bin Koi Jachta Nahin
Hum Kya Kare
Tumhi Keh Do Ab Aye Jaan-E-Wafa
Hum Kya Kare
Lute Dil Mein Diya Jalta Nahin
Hum Kya Kare
Mohabbat Kar To Lein Lekin
Mohabbat Raas Aaye Bhi
Mohabbat Kar To Lein Lekin
Mohabbat Raas Aaye Bhi
Dilon Ko Bojh Lagte Hain
Kabhi Zulfon Ke Saaye Bhi
Hazaaron Gham Hain Is Duniya Mein
Apne Bhi Paraaye Bhi
Mohabbat Hi Ka Gham Tanha Nahin
Hum Kya Kare
Tumhi Keh Do Ab Aye Jaan-E-Adaa
Hum Kya Kare
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Karev
Bujha Do Aag Dil Ki
Ya Ise Khul Kar Hawa De Do
Bujha Do Aag Dil Ki
Ya Ise Khul Kar Hawa De Do
Jo Iska Mol De Paaye
Use Apni Wafa De Do
Tumhare Dil Mein Kya Hai Bas
Hamein Itna Pata De Do
Ke Ab Tanha Safar Kat-Ta Nahin
Hum Kya Kare
Lute Dil Mein Diya Jalta Nahin
Hum Kya Kare
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Kare
Bujha Do Aag Dil Ki
Ya Ise Khul Kar Hawa De Do
Bujha Do Aag Dil Ki
Ya Ise Khul Kar Hawa De Do
Jo Iska Mol De Paaye
Use Apni Wafa De Do
Tumhare Dil Mein Kya Hai Bas
Hamein Itna Pata De Do
Ke Ab Tanha Safar Kat-Ta Nahin
Hum Kya Kare
Lute Dil Mein Diya Jalta Nahin
Hum Kya Kare
Yeh Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin
Hum Kya Kare


Directed by T. Prakash Rao
Written by Rajinder Singh Bedi (screenplay)
Dulal Guha (story)
Rajinder Singh Bedi (dialogues)
Produced by F.C.Mehra
Starring Dharmendra
Tanuja
Jayalalitha
Balraj Sahni
Mehmood
Music by Laxmikant–Pyarelal
Release date
1968

Комментарии

Информация по комментариям в разработке