Sai Bina Rahana Jaye by - Ravi Kumar

Описание к видео Sai Bina Rahana Jaye by - Ravi Kumar

Sai Bina Rahana Jaye by - Ravi Kumar

Mohabbatki kabhi dil mein agar ehsaas hota hai
Zara jhakon toh paaoge ke Sai paas hota hai,
Ooo, karishma yeh usika hai, ke duniya khoob surat lagti hai
Warna aadmiko aadmi kya raas hota hai
Sai bina Raha na jaaye, Chain na aaye mohe, Chain na aaye
Sai bina Raha na jaaye
Jabse dekha tujhko Sai merey, Daras ke pyaase naina saanj savere
Mit mar jaye tujhpe humse na roothey tu,
Zindagi sauptey hum charanon mein tere yun
Man mandir sey jaaona Sai.. Chain Na aaye…
Tu mera dil meri dhadkan tu hi hain manzil meri
Mera jeevan tera darshan meri har saans bhi teri
Thujhpe qurbaan ho ye jeevan, bas tamanna hai yeh meri…ek tamanna hai yeh meri

Комментарии

Информация по комментариям в разработке