URDU POETRY NARRATION - Main Ne Dunya Chhor Di To Mil Gayi Dunya Mujhe - Allama Seemab Akbarabadi

Описание к видео URDU POETRY NARRATION - Main Ne Dunya Chhor Di To Mil Gayi Dunya Mujhe - Allama Seemab Akbarabadi

Urdu Poetry of Seemab Akbarabadi
Ghazal: Gham Mujhe Hasrat Mujhe Wehshat Mujhe Sauda Mujhe
Recitation: Raheel Farooq

میں نے دنیا چھوڑ دی تو مل گئی دنیا مجھے

اردو غزل

علامہ سیمابؔ اکبر آبادی کی شاعری

---------

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://teespring.com/stores/urdu

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

---------

POETRY TEXT:

غزل کا اردو متن:

غم مجھے حسرت مجھے وحشت مجھے سودا مجھے
ایک دل دے کر خدا نے دے دیا کیا کیا مجھے

ہے حصولِ آرزو کا راز ترکِ آرزو
میں نے دنیا چھوڑ دی تو مل گئی دنیا مجھے

یہ نمازِ عشق ہے کیسا ادب کس کا ادب
اپنے پائے ناز پر کرنے بھی دے سجدہ مجھے

کہہ کے سویا ہوں یہ اپنے اضطرابِ شوق سے
جب وہ آئیں قبر پر فوراً جگا دینا مجھے

صبح تک کیا کیا تری امید نے طعنے دیے
آ گیا تھا شامِ غم اک نیند کا جھوکا مجھے

دیکھتے ہی دیکھتے دنیا سے میں اٹھ جاؤں گا
دیکھتی کی دیکھتی رہ جائے گی دنیا مجھے

جلوہ گر ہے اس میں اے سیمابؔ اک دنیائے حسن
جامِ جم سے ہے زیادہ دل کا آئینہ مجھے

Ghazal in Roman Text (Source: Rekhta):

ġham mujhe hasrat mujhe vahshat mujhe saudā mujhe
ek dil de kar ḳhudā ne de diyā kyā kyā mujhe

hai husūl-e-ārzū kā raaz tark-e-ārzū
maiñ ne duniyā chhoḌ dī to mil ga.ī duniyā mujhe

ye namāz-e-ishq hai kaisā adab kis kā adab
apne pā-e-nāz par karne bhī de sajda mujhe

kah ke soyā huuñ ye apne iztirāb-e-shauq se
jab vo aa.eñ qabr par fauran jagā denā mujhe

sub.h tak kyā kyā tirī ummīd ne ta.ane diye
aa gayā thā shām-e-ġham ik niiñd kā jhokā mujhe

dekhte hī dekhte duniyā se maiñ uTh jā.ūñgā
dekhtī kī dekhtī rah jā.egī duniyā mujhe

jalva-gar hai is meñ ai 'sīmāb' ik duniyā-e-husn
jām-e-jam se hai ziyāda dil kā ā.īna mujhe

#UrduPoetry #Urdu #Shayari

Комментарии

Информация по комментариям в разработке