Kho Na Jaun | Bassick | MTV Hustle 03 REPRESENT

Описание к видео Kho Na Jaun | Bassick | MTV Hustle 03 REPRESENT

The track explores the reasons behind his current state, the fear of losing himself, and the emotional roller coaster he's gone through, while also discussing his past perspectives.

Credits
Track Name: Kho Na Jaun
Written & Performed By: @bssick2108
Music Producer: @anuragsaikia6277
Co-Composer: Bassick, HMLYA, Oblong Sioni

Music Label: @tseries

Genre: Hip Hop

Sub-Genre: Rap

Language: Hindi

Country Of Origin/Source: India

Mixed and Mastered by Hanish Taneja at Studio Alika
(Team at Studio Alika - Ashish Ratani, Niranjan Sarbi, Akshay Moolya)
`
Watch/Tune in to POCO MTV Hustle 03 Represent, Co-powered by Govo Soundbars, T-Series, Wildstone & Appy Fizz, Every Sat-Sun 7PM only on MTV & JioCinema

Follow Kaanphod to know more:
👉 Subscribe to KaanPhod :    / @kaanphodmusic  
👉 Like us on Facebook:   / kaanphod  
👉 Follow us on X: https://x.com/kaanphodmusic?s=11
👉 Follow us on Instagram:   / kaanphodmusic  

Follow MTV Hustle to know more:
👉 Like us on Facebook:   / mtvhustle  
👉 Follow us on X: https://x.com/mtvhustle?s=11
👉 Follow us on Instagram:   / mtvhustle  

#MTVHustle03 #MTVHustle #Bassick

Lyrics

KAHIN KHO NA JAAUN MAIN
SHEESHA JO TOOT KE BIKHRON
KAHIN RO NA JAAUN MAIN
BOONDON KO QAID KAR RAKH LOON

KHUDA SUNN MERE ROOH KI MURAAD DIL DOOBA BANA KASHTI AKAAR SAMMAY KI LEHRON KE SAATH BEHTE HAI PRAAN OR DHOONDE JAB HUM KINAARE KYUN MILEY 4 MUJHE
PEHLE KINAARE PE APNE 1000 DIKHE NA JAANE KHADE KYUN HAATHON MEIN PEECHHE TALWAR LEKE?

DOOSRE PE KHADE ANJAAN GAIR LOG PHIR KYUN HAI PULL YE PHOOLON SE SAJA RAKHE TEESRE PE ANXIETY INSECURITY DEPRESSION ANGER ISSUES OR KHAMOSHIYON KE HAL MILEY
CHAUTHE PE KHADA HAI BEBAS MERA PYAAR JO KI MAANGE THODA WAQT AUR CHAHTA HAI KI HUM JALD MILE PEECHHLE SE HUA MOVE ON NAHI KAR DOON NA HURT ISS LIYE HOON MAUN BHAI BAKK DUNGA SAB PARDA RAKHUNGA NAHI PUCHHEGA RABB HAI ITNE KYUN DOUBT BHAI?

TOH PHIR SUNO HAI PAST LIFE KE TRAUMA PE ZOR NAHI TOHMATEIN CHHOD DI LAGA KE JO MERE THAE CLOSE BHAI INSECURITY OR TRUST ISSUES KA CURE NAHI KYUN KI JINHE BHAROSA KIYA KAB KE CHHOD GAYE 4 SAAL SE ISS ROOH KO SAANP SE SOONGH GAYE NAAPTE KHOON SE NAHI AB RISHTEDAARI HUM BHOOL GAYE SIYAAHI HAI KHOON MEIN KHOON SAARA FARISHTE CHOOS GAYE KAREEBI LOOT GAYE

TOH BHI KARUN RABB KA SHUKRAANA
ROOH THAAM KE MERI RAKH TU
DIL PATHAR KA TUKDA
KAAGAZ PE KYA MAIN AESE LIKH DOON

PEHNE NAKAAB BHI TAMAAM DHUNDE THAE JHOOT MEIN JAWAAB KHURCHE THAE WAHEMON KE PATTON PE NAAM TABH TOH BETA KAISE SACHCHAIYON KE PEDHON PE UGENGE AAM RESHAM KE DHAAGON SE MERE BANN KHITAAB THI ODHI JHOOTI PEHCHAAN JO GIREBAAN LETA JHAANK TOH NARAM CHAADAR KI KHOKLI DIKH JAATI SURAAKH THI CHHALAAVE KI POSHAAK HAI HUM HI TOH DHONGI BADE AUR HUM HI TOH HAI SAMAAJ PARCHHAYI PEDH KI KITNO KO RAKHTI SHEETAL OR KITNE LETE PANAAH PAR USS HI PEDH KA BEEJ NA LETA PANAAH DHOOP MEIN HOTA DAFAN NA MITTI MEIN PHIR KYA HOTA?

SACCHAI YAHI KI CHHOTI SHURUWAAT LAGAN AUR MEHNAT INSAAN KO NA DIKHE TAJURBA BONUS HAI GALTI AAGE KO HO NA SAKEY BESUDH AAP DO PAL KO AANKHEIN SAB KI BHIGON NA SAKEY PHIR TOH KYA BOL AB DE KALAM MOTI PIRON NA SAKEY RAKHTE SAAF KYUN TANN BADAN MANN MEIN JAB HAI KHOT AB AUR BARKHURDAAR BADH GAYE HUM AAGE HAI YE SAB CHHOD CHUKEIN

KAHIN KHO NA JAAUN MAIN
SHEESHA JO TOOT KE BIKHRON
KAHIN RO NA JAAUN MAIN
BOONDON KO QAID KAR RAKH LOON

Комментарии

Информация по комментариям в разработке