देख के तेरी नज़र (4K) Asha Bhosle, Mohammed Rafi (Duet) Madhubala, Ashok Kumar | Howrah Bridge (1958)

Описание к видео देख के तेरी नज़र (4K) Asha Bhosle, Mohammed Rafi (Duet) Madhubala, Ashok Kumar | Howrah Bridge (1958)

Gaze at the gorgeous #Madhubala alongside #ashokkumar in the song ' Dekhke Teri Nazar Bekarar Ho Gaye' from 60s hit Movie 'Howrah Bridge (1958)'. Sung by Asha Bhosle & Mohammed Rafi.

🔸 Stay updated with latest videos from SuperHit Gaane ✔️
SUBSCRIBE NOW : https://bit.ly/3iZ0vcT

🔸 Song Credits ✔️
Movie/Album : Howrah Bridge (1958)
Song : Dekhke Teri Nazar Bekarar Ho Gaye
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist : Qamar Jalalabadi
Music Director/Composer : Omkar Prasad Nayyar
Starring : Madhubala, Ashok Kumar, K. N. Singh, Om Prakash

🔸 Lyrics of Dekhke Teri Nazar Bekarar Ho Gaye :

Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye


Aao ji dance karle
Thoda romance karle
Raat hai thandi thandi
Dil main aag bhar le
Pehla nazara hua
Ek ishara hua
Kisse hazar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye


Mukh pe pasina halka
Gora ye roop haay
Humne to aaj dekhi
Barkha main dhoop haay
Mukh pe pasina halka
Gora ye roop haay
Humne to aaj dekhi
Barkha main dhoop haay
Dekho ye ladke saare
Bichaare dil ke maare
Tum pe nishaar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye

Ek sawaal dear
Puchu janaab se
Layee aankhe kahi
Dho ke saraab se
Ek sawaal dear
Puchu janaab se
Layee aankhe kahi
Dho ke saraab se
Aankhe teri mastani
Hum tore dilbar jaani
Doob ke paar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye.

#ashabhosle #superhitgaane #mohammedrafi #bollywood4ksongs #4ksongs #bollywoodsongs #hindisongs #LatestSongs #70sHindiSongs #bollywoodclassicsongs #70sHits #oldisgoldsongs

देख के तेरी नज़र (4K) Asha Bhosle, Mohammed Rafi (Duet) Madhubala, Ashok Kumar | Howrah Bridge (1958)

Комментарии

Информация по комментариям в разработке