Phirr Bhi Tumko Chahungi - Jass Manak | Karish Chauhan

Описание к видео Phirr Bhi Tumko Chahungi - Jass Manak | Karish Chauhan

Copyright contents are gone to respective owners.


Featuring - Jass Manak


Song - Phir Bhi Tumko Chahungi
Composer - Mithoon
Lyricist - Manoj Muntashir



Lyrics -

Tum mere ho iss pal mere ho
Kal shayad yeh aalam na rahe
Kuch aisa ho tum tum na raho
Kuch aisa ho hum, hum na rahein…

Yeh raaste alag ho jaaye
Chalte chalte hum kho jaayein…

Main phir bhi tumko chahunga… [x4]

Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga
Meri jaan mein har khamoshi le
Tere pyaar ke naghme gaaunga
Mmm…

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Aise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawayein saanson ko
Aise talashun main tumko
Jaise ki per zameeno ko

Hansna ya rona ho mujhe
Paagal sa dhoondu main tumhe
Kal mujhse mohabbat ho na ho
Kal mujhko ijazat ho na ho
Toote dil ke tukde lekar
Tere darr pe hi reh jaaunga
Mmm…

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Tum yun mile ho jabse mujhe
Aur sunehari main lagti hoon
Sirf labon se nahi ab toh
Poore badan se hansti hoon

Mere din raat salone se
Sab hai tere hi hone se
Yeh saath hamesha hoga nahin
Tum aur kahin main aur kahin

Lekin jab yaad karoge tum
Main banke hawaa aa jaaunga
O…

Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaunga
Main phir bhi tumko chahunga

Main phir bhi tumko chahunga [x4]



Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке