Sultan Mehmood Ghaznavi Aur Hindu Rani Ki Kahani Rah E Hayat Official

Описание к видео Sultan Mehmood Ghaznavi Aur Hindu Rani Ki Kahani Rah E Hayat Official

#UrduStory #MehmoodGhaznavi #Sultan #sultanmehmoodghaznavi #rahehayatofficial

Sultan Mehmood Ghaznavi Aur Hindu Rani Ki Kahani Rah E Hayat Official

Unveil the captivating tale of Sultan Mehmood Ghaznavi and the Hindu Rani in this compelling narrative presented by Motivational Speaker Qadir Kalhoro. Delve into the rich history and legendary encounters that shaped the course of empires.

Sultan Mahmood Ghaznavi jungle mein rasta talaash karne mein mashgool tha ke achanak aik hindu dharam ki larki par is ki nazar pari. Badshah larki ko dekh kar hi yeh samajh gaya ke yeh shehzadi maloom hoti hai akeli shehzadi ke sath is ki kaneez bhi thi jo darya ke kinare pani mein paon duboye is baat se be khabar baithi thi ke aik jungli reechh nuqsaan pohanchanay aachuka hai is waqt tak ke badshah ka teer is jungli reechh ke hilak mein are paar hota.

Woh reechh shehzadi ke kaneez ke aik haath ke panj se zakham day chuka tha is se pehlay ke shehzadi apna teer kamaan sambhaal thi shayad bohat der hojati Sultan Mahmood Ghaznavi ne be dar pay teen teer is jungli darendey par day maaray. Js se woh jungli darendey dhair ho gaya.

Yeh manzar dekh kar is hindu shehzadi ko yeh jan-nay mein mushkil nah hui ke is mahaarat aur bahaduri ka muzahira aik do saal hi kar sakta hai shadi nah jantay hue jangju 15 sala nahi balkay taaqatwar islami lashkar ka sarbarah hai aur badshah ki taraf mutwajjah hui aur apna taaruf karate hue boli mera naam samoti hai .

Mein jee bhar ke riyasat ke mairaaj ki beti hon meri jaan bachanay ka shukriya mein tumhe –apne pata se keh kar fouj mein koi ounchay avhde par bharti karwa dun gi tum hamaray fouj ke sipahi lagtay nahi ho .

Batao kahan se talluq hai tumhara shehzadi to yeh nahi janti thi ke is ke samnay koi mamooli sipahi nahi hai balkay Sultan Mahmood Ghaznavi hai jis ke naam se hi hindu ke hosh urr jatay hain Sultan Mahmood Ghaznavi ne mukhtasir si apni shanakht zahir kerwatay hue kaha ke mein kisi aur fouj ka sipahi hon .

Aur Mahmood Ghaznavi kehnay lagey chalein shehzadi mein aap ko kisi mehfooz maqam tak pouncha deta hon aap mere peechay jayen andhera barhta ja raha hai rasta nah mila to shayad isi jungle mein raat busr karni parre gi ab shehzadi yeh jaan chuki thi ke yeh shakhs lalach aur khauf se pak hai woh badshah ki nazron mein haya dekh kar khud ko mehfooz samajh rahi thi .

Sultan Mahmood Ghaznavi ne sakht pathar aur darakhton ki taraf ishara karte hue kaha, shehzadi sahibaa aap idhar aaraam kar len. Aur aap ne kaha ke mausam bhi kharab ho raha hai to andheray mein ghany jungle mein safar karna dushwaar hai subah honay par mein shayad aap ko kisi mehfooz maqam par pouncha sakoo .

Shehzadi ke paas ajnabi spa salaar aur is bahadur sipahi par yaqeen karne ke ilawa koi dosra rasta nahi thi .
badshah ne mehsoos kya ke shehzadi apni besh qeemti magar qatray bareek libaas mein jungle mein thandhi raat shayad nah guzaar sakay badshah ne apni mouti chadar shehzadi ki taraf uuchaal di aur shehzadi ko dekha jaisa keh raha hon yeh ourh le .

Sultan Mehmood Ghaznavi Aur Hindu Rani Ki Kahani || Rooh Ka Dagh || Rah E Hayat || Qadir Kalhoro

About Rah e Hayat Official:
Welcome to Rah e Hayat Official, where we bring you inspiring stories, historical narratives, and motivational content to enrich your life journey. Join us as we explore the depths of history and delve into the realms of motivation and inspiration.

Timestamps:
00:00 - Introduction to Sultan Mehmood Ghaznavi
02:15 - The Rise of Sultan Mehmood Ghaznavi
05:30 - Encounter with the Hindu Rani
08:45 - Legacy and Conclusion of Sultan Mehmood Ghaznavi

Subscribe Us Here... ↪►►    / @rahehayatofficial  
Like Us On Facebook..↪►► www.facebook.com/RaahEHayatOfficial
Follow Us On TikTok:↪►► www.tiktok.com/@rahehayatofficial
WhatsApp for any Suggestions..↪►► +923153528777

Комментарии

Информация по комментариям в разработке