Logo video2dn
  • Сохранить видео с ютуба
  • Категории
    • Музыка
    • Кино и Анимация
    • Автомобили
    • Животные
    • Спорт
    • Путешествия
    • Игры
    • Люди и Блоги
    • Юмор
    • Развлечения
    • Новости и Политика
    • Howto и Стиль
    • Diy своими руками
    • Образование
    • Наука и Технологии
    • Некоммерческие Организации
  • О сайте

Скачать или смотреть Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi

  • Munsif News 24x7
  • 2025-11-29
  • 4274
Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi
MunsifMunsif NewsMunsif News 24x7Munsif DailyMunsif HyderabadMunsif IndiaTelangana NewsHyderabad News Channel
  • ok logo

Скачать Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi бесплатно в качестве 4к (2к / 1080p)

У нас вы можете скачать бесплатно Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi или посмотреть видео с ютуба в максимальном доступном качестве.

Для скачивания выберите вариант из формы ниже:

  • Информация по загрузке:

Cкачать музыку Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi бесплатно в формате MP3:

Если иконки загрузки не отобразились, ПОЖАЛУЙСТА, НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если у вас возникли трудности с загрузкой, пожалуйста, свяжитесь с нами по контактам, указанным в нижней части страницы.
Спасибо за использование сервиса video2dn.com

Описание к видео Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Hal*k, 8 Zakhmi

#Munsif #MunsifNews #MunsifNews24x7 #MunsifDaily #MunsifHyderabad #MunsifIndia #TelanganaNews #hyderabadnewschannel
Shah Ali Banda Blast Ka CCTV Footage Samne! Gomti Electronics Mein Dhamaka — 2 Halak, 8 Zakhmi

Shah Ali Banda, Hyderabad se ek dardnaak aur hila dene wala waqia saamne aaya hai. Gomti Electronics mein lagne wali aag aur us ke baad hone wale shadid dhamake ka CCTV footage viral ho gaya hai.

Footage mein wazeh nazar aata hai ke dukan ke andar pehle aag lagti hai, kuch hi der baad ek zabardast dhamaka hota hai jis se dukan ka shutter urr jata hai. Sڑak par daurnay wali traffic mein afra tafri mach jati hai, aur ek police vehicle bhi us waqt wahan se guzar rahi hoti hai. Kuch raahgir bhi dhamake ki zada me aaye.

Is haadse mein 2 afraad halaak ho gaye, jinn mein:

Gomti Electronics ke malik Shiv Kumar Bansal

Sڑak par chalne wale ek raziq buzurg shaks

Iske alawa 8 log zakhmi hue jinko fori taur par hospital shift kiya gaya. Police aur Fire Department ne mauqa-e-waaradat par poori investigation shuru kar di hai. Aag aur dhamake ki asal wajah ka pata lagaya ja raha hai.

Yeh waqia shehar bhar mein gham aur shock ka bais bana hua hai.

⚠️ Hamesha suraksha aur safety protocols par amal karein.

👇 Hyderabad, Telangana aur India ki tamam updates ke liye channel ko subscribe zaroor karein!

#ShahAliBanda #HyderabadNews #GomtiElectronics #BlastCCTV #OldCity #HyderabadBreaking #FireAccident #TelanganaNews

Комментарии

Информация по комментариям в разработке

Похожие видео

  • О нас
  • Контакты
  • Отказ от ответственности - Disclaimer
  • Условия использования сайта - TOS
  • Политика конфиденциальности

video2dn Copyright © 2023 - 2025

Контакты для правообладателей [email protected]