Mirza Ghalib Ghazals by Jagjit Singh - Vol 2 | Ghazal Hits | Audio Jukebox

Описание к видео Mirza Ghalib Ghazals by Jagjit Singh - Vol 2 | Ghazal Hits | Audio Jukebox

The combination of Mirza Ghalib's splendid words and Jagjit Singh's soulful music have sustained over the years in the form of some memorable ghazals. Here's presenting some of the finest creations of these two legends!

Enjoy. Comment. Share!

Track List::
Phir Kuch Ek Dil Ko Beqarari Hai (00.00)
Sab Kahan Kuchh Lala-O-Gul (02.33)
Unke Dekhe Se (06.07)
Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan (09.43)
Ya Mujhe Afsare Sahi (14.04)
Yeh Misaale Tasaffuff & Phir Kuchh Ek (17.07)
Zulmat Kade Mein Mere (19.40)
Ishq Mujhko Nahin (23.22)
Kisi Ko De Ke Dil (27.41)

Track - Phir Kuch Ek Dil Ko Beqarari Hai
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Sab Kahan Kuchh Lala-O-Gul
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Unke Dekhe Se
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Ya Mujhe Afsare Sahi
Singer - Bhupinder
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Yeh Misaale Tasaffuff & Phir Kuchh Ek Dil Ko Beqarari Hai
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Zulmat Kade Mein Mere
Singer - Jagjit Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib (Traditional)

Track - Dialogues & Ishq Mujhko Nahin
Singer - Chitra Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Track - Dialogues & Kisi Ko De Ke Dil
Singer - Chitra Singh
Music - Jagjit Singh
Lyrics - Mirza Ghalib

Label :: Saregama India Ltd

For more videos log on & subscribe to our channel :

   / saregamaghazal  

Facebook ::   / saregama  

Google+ :: https://plus.google.com/+saregamaghazal

Follow us on Twitter:   / saregamaglobal  

For Mobile download Visit : mobile.saregama.com

Lyrics - Phir Kuch Is Dil Ko Beqarari Hai
Sina Zoya-e-zakhm-e-kari Hai

Phir Jigar Khodne Laga Nakhun
Amad-e-fasl-e-lalakari Hai

Qibla-e-maqsad-e-nigah-e-niyaz
Phir Wahi Parda-e-ammari Hai

Chashm-e-dallal-e-jins-e-ruswai
Dil Kharidar-e-zauq-e-khwari Hai

Wahi Sadrang Nala Farsai
Wahi Sadguna Ashqbari Hai

Dil Hawa-e-khiram-e-naz Se Phir
Mahshristan-e-beqarari Hai

Jalwa Phir Arz-e-naz Karta Hai
Roz-e-bazar-e-jansupari Hai

Phir Usi Bewafa Pe Marte Hain
Phir Wahi Zindagi Hamari Hai

Phir Khula Hai Dar-e-adalat-e-naz
Garm Bazar-e-faujdari Hai

Ho Raha Hai Jahan Mein Andher
Zulf Ki Phir Sarishtadari Hai

Phir Diya Para-e-jigar Ne Sawal
Ek Fariyad-o-ah-o-zari Hai

Phir Hue Hain Gawah-e-ishq Talab
Ashqbari Ka Hukmzari Hai

Dil-o-mizshgan Ka Jo Muqadma Tha
Aj Phir Us Ki Rubqari Hai

Bekhudi Besabab Nahi ‘ghalib’
Kuch To Hai Jis Ki Pardadari Hai

Комментарии

Информация по комментариям в разработке