Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446

Описание к видео Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446

Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446

===============================

#NS2024 #MainAlamdar #nadeemsarwar #newnohay #nohay #azadari #karbala #arbaeen #karbalawalk #nadeemsarwarnoha

===============================

WATCH OTHER VIDEOS 👇🏻

   • NOHA MOLA ALI ASGHAR (A.S)  

   • Manzar Ajeeb Daikha | Zain Naqvi | No...  

===============================

NOHA LYRICS:

Alamdar Alamdar 

Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar 
Alamdar Alamdar 
Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar 
Alamdar Alamdar
Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar 
Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar 
Hai Goonji Is He Shair Ki Ghazi Ki Ye Lalkaar

Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon   
Is Alam Se Nayi Tareekh Bana Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Main Hoon Abbas E Ali 
Main Wafaon Ka Wali 
Baat Jab Meri Chali 
Goonj Utha Ali Ali 
Han Meri Wafa Ali 
Aada Ali Sada Ali 
Han Meri Aba Ali
Qaba Ali Nawa Ali 
Main Agar Chahon Tou 
Ek Hashr Utha Sakta Hoon 
Jalwa E Haider E Karar Dikha Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Abbas Ya Abbas Ya Alamdar

Main Alamdar E Hussain 
Main Hoon Salar E Hussain 
Main Wafadar E Hussain 
Main Hoon Ghamkhwar E Hussain 
Han Mera Shah E Umam
Jan O Dilam Hussain Hussain 
Han Mera Jah Ho Hasham
Mera Bharam Hussain Hussain 
Shan E Shabir Hai Kya Aj Bata Sakta Hoon
Tumko Adab E Hussaini Main Sikha Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Ye Muqadar Hai Mera 
Ye Alam Mujh Ko Mila 
Main Alamdar E Wafa 
Haider E Karbobala
Ye Alam Khula Rahe 
Utha Rahe Saja Rahe 
Ye Alam Jama Rahe 
Data Rahe Sada Rahe 
Is He Dariya Pe Alam Apna Saja Sakta Hoon 
Aur Kate Hathon Se Parcham Ye Utha Sakta Hoon 

Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Abbas Ya Abbas Ya Alamdar

Main Tou Aya He Nahi 
Jang Ladne Ke Liye 
Mashk Bharni Hai Mujhe 
Pyase Bachon Ke Liye 
Han Ye Wada Hai Sakina Se Nibahna Hai Mujhe 
Pani Lena Hai Kisi Se Bhi Na Larna Hai Mujhe 
Mujh Ko Larna Jo Para Kya Hoon Bata Sakta Hoon 
Ghaat Se Lakhon Ke Lashkar Ko Bhaga Sakta Hoon 

Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Aya Dariya Pe Jari 
Kanp Uthi Foj E Shaki 
Ye Hai Abbas E Jari 
Ya Hai Waqe Ali 
Bhaag Uthi Foj E Jafa 
Ghazi Jidhar Jidhar Mura 
Jiska Mun Jidhar Utha 
Bhaga Gira Nhi Ruka 
Bola Abbas E Jari Taig Utha Sakta Hoon
Karbala Main Tumhe Sifeen Dikha Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Abbas Ya Abbas Ya Alamdar

Bhar Ke Mashkiza Chala 
Jab Alamdar E Wafa 
Agayi Foj E Jafa 
Ghir Gaya Mola Mera 
Han Wo Mashkiza Cheda 
Bazu Kata Pani Baha 
Ghazi Raiti Pe Gira 
Shor E Qayamat Tha Bapa 
Ayi Ghazi Ki Sada Jan Luta Sakta Hoon
Kese Pani Ke Bina Khaimon Main Jaa Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 

Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon   
Is Alam Se Nayi Tareek Bana Sakta Hoon 
Han Main Alamdar Han Main Alamdar 
Abbas Ya Abbas Ya Alamdar
____________________________________________


Related Searches:

main alamdar nadeem sarwar new noha
main alamdar nadeem sarwar new noha status
main alamdar nadeem sarwar noha status main alamdar nadeem sarwar noha reaction abbas alamdar nadeem sarwar new noha mian alamdar live recording nadeem sarwar new noha
nadeem sarwar new noha 2024
nadeem sarwar new noha
nadeem sarwar new noha 2023
nadeem sarwar new noha 2024 promo nadeem sarwar new noha 2022
nadeem sarwar new noha 2024 25
nadeem sarwar new noha promo
nadeem sarwar new noha 2024 status nadeem sarwar new noha status
nadeem sarwar new noha 2024 pashto

Комментарии

Информация по комментариям в разработке