AHMEDABAD HERITAGE -SULTAN MAHMUD SHAH (BEGDA)

Описание к видео AHMEDABAD HERITAGE -SULTAN MAHMUD SHAH (BEGDA)

Sultan Fateh khan Mahmud Shah ke laqab ke saath sirf 13 saal ki umr me gujarat ki Gaddi pe bethe.
Dushman se apne aapko bachaye rakhne ke liye Aap bachpan se hi khane me Zeher bhi saath liya karte the is wajah se aapki bhukh bht ziada badh gayi thi. Sultan Mahmud Shah ek din me 1 mann Khana khate the. Aapki Muchho ki wajah se aur do Garh Jitne ki wajah se Apko Begda ke naam se awam janne lagi. Insaaf ke mamle me aap bahot sakht the, awam me insaaf kayam karte hue Sultan ne apne hi bete ko Maut ki Saza sunayi thi.
aur bhi bahot raaz he janne ke liye is video kp Pura dekhe. Video ko like aur share kare aur is channel ko Subscribe zarur kare.

Reff.
MIRAT-E-SIKANDARI
Ahmedabad ka Itihaas
Gujarat ka Sanskrutik Etihaas
MIRAT-E-AHMEDI

Комментарии

Информация по комментариям в разработке