Sahaba Zindabad | Mohammad Ali Rizvi Manqabat 2020 | Shan e Sahaba Manqabat 2020

Описание к видео Sahaba Zindabad | Mohammad Ali Rizvi Manqabat 2020 | Shan e Sahaba Manqabat 2020

Sahaba Zindabad | Shan e Sahaba Zindabad Manqabat 2020 | Mohammad Ali Rizvi New Manqabat 2020 | Manqabat Of Sahaba | Azmat e Sahaba (RA) | New Manqabat 2020

Noha Khwan - Muhammad Ali Rizvi
Poet - Zeeshan Abidi
Composition - Own Rizvi
Chorus - Own Rizvi, Faraz Ali, Owais Taqwi, Waji shah & Raza Jafri
Audio - Albaqi
Video - The Focus Studio (Safdar Kaleem)
Arraigned & Produce by Own Rizvi
Album -1442 / 2020

Video SEO by: Samar Jafri

#ChorusTrack #SahabaZindabad #SahabaManqabat #MuhammadAliRizvi #ShaneSahaba #NewManqabat2020 #AzmateSahaba #NewManqabat #Muharram #Manqabat2020

==============================
Follow Us On Our Other Social Media Channels :-
Facebook:   / chorustrack  
Sound Cloud:   / chorus-track  
Instagram :   / chorus_track  
Official Website: https://www.ChorusTrack.com
==============================

LYRICS -

Salam Salam sahaba karam(r.a) salam salam sahaba karam (r.a)

Aao sunao main tumhen shan e sahaba (r.a)
AAqa kay piyary sahaba (r.a) Dil jan humary Sahaba (r.a)
AAqa kay piyary sahaba (r.a) Dil jan humary Sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
1) Allah o Nabi (saw) nay khud jin ki azmat batlai hai
Haider (a.s) ki ghulami jis jis k hisay mai aai hai
Zahara (a.s) hai jis jis se razi bus wo hi sahabi (r.a) hai
Talwar e Muhammad sahaba (r.a)
Hain Yar Muhammad sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
2) Ashab e Muhammad me koi salman nahi Tuj sa
Imaan k dasveen darjay pe faiz hai tere rutba
AAqa nay humary tuj ko Ahlebait (a.s) kaha apna
Imaan hamara sahaba (r.a)
Sab nay he pukara sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
3) Sachai hai nazan jis per wo rutba hai abo zar kar
Wo jis ko Rasool sadiq nay khud bhi hai kaha sacha
Wo jis nay watan ko chor dia per sach ko nahi Chora
Sachai k pekar sahahba (r.a)
Islam ka jhumar sahaba (r.a)

Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad

Allaha k piyary Sahaba (r.a)
Ahmed (saw) k dulary Sahaba (r.a)
Manind ye sitary sahaba (r.a)
Hain piyary piyary Sahaba (r.a)
Haider (a.s) k Nokar sahaba (r.a)
Zahara (a.s) k Nokar Sahba (r.a)
Hasnain (a.s) k Nokar sahaba (r.a)
Pinjetan (a.s) k mangty sahaba (r.a)
Sahaba (r.a) sahaba (r.a) sahaba (r.a)

4) Ammar e yasir (r.s) ki khatir AAqa(saw) nay Farmaya
Jo is ko qatal kare ga wo dozakh main jaye ga
Jo is se ishq kare ga wo haq dar hai janat ka
Parwana e janat sahaba (r.a)
Allah ki naimat Sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
5) Ibne abbas (r.a) ho Misam (r.a) ho ya ibne abi bakar (r.a)
Wo Malik ashtar (r.a) ho ya wo miqdad (r.a) ho ya Qambar (r.a)
Ashab e Nabi (Saw) me shamil hain ashab e Ali Haider
Sarkar ko piyary sahaba (r.a)
Haider k sary sahaba (r.a)

Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
6) Jabir ibne Abdullah (r.a) ki hai zaat bohat aala
Qurban meri jan hai is nay kesa ye sharaf paya
Zair hai ye he sab se pehla shabir (a.s) ki turbaat ka
Zawwar Hussaini sahaba (r.a)
Ushhaq e Hussaini sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad
7) Allah nay kesa ajar dia aaqa se muhabat ka
Tha nam bilal ( r.a) habshi jo aaqa ka sahabi tha
Wo jis k azan na denay pe suraj bhi nahi nikla
Zeeshan humary sahaba (r.a)
Imaan humary sahaba (r.a)
Ye hai jan humari ye hai aan humari hai sab ki aik sada
Sahaba (r.a) zindabad Sahaba (r.a) zindabad

Комментарии

Информация по комментариям в разработке