Madhuban Khushboo Deta Hai | Rajendra Kumar, Padmini Kolhapure | Yesudas | 4K Hindi Songs

Описание к видео Madhuban Khushboo Deta Hai | Rajendra Kumar, Padmini Kolhapure | Yesudas | 4K Hindi Songs

Enjoy this super hit song from the 1978 movie Sajan Bina Suhagan starring Nutan, Padmini Kolhapure, Rajendra Kumar in the lead role.

Stay updated with the latest videos from 4K Hindi Songs Subscribe on the below link.
‪@4khindisongs18‬


Song : Madhuban Khushboo Deta Hai
Movie: Sajan Bina Suhagan(1978)
Star Cast : Nutan, Padmini Kolhapure, Rajendra Kumar
Singers: Yesudas, Anuradha Paudwal
Music : Usha Khanna
Lyrics: Amit Khanna

Lyrics:
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai

suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal
suraj na ban paye to ban ke deepak jalta chal
phul mile ya angare, sach ki raho pe chalta chal
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai, ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
madhuban khushbu deta hai

chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan, ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo auro ko, apni dhadkan deta hai
jina uska jina hai, jo auro ko jiwan deta hai
madhuban khushbu deta hai, sagar sawan deta hai
madhuban khushbu deta hai

#bollywoodsongs #padminikolhapure
#90ssong
#90sgaana
#oldsong
#oldhitgaana
#besthitsong

___________________________________________________________________

For the More 90's Hit Bollywood Songs Love Songs Sad Songs Masti Bhare Gaane, Dance Songs
only on 4K HD VIDEO

SUBSCRIBE: 4K Hindi Songs:    / @4khindisongs18   Follow us on:
Facebook - Follow us on   / shemaroofilmigaane  
Twitter -   / filmigaane  
Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil...

Комментарии

Информация по комментариям в разработке