Famous Ghazal - TUMHEN YAAD HO K NA YAAD HO - Hakeem Momin Khan Momin - Urdu Poetry Narration

Описание к видео Famous Ghazal - TUMHEN YAAD HO K NA YAAD HO - Hakeem Momin Khan Momin - Urdu Poetry Narration

Famous Urdu Poetry of Momin Khan Momin
Ghazal: Wo Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha Tumhen Yaad Ho K Na Yaad Ho
Recitation: Raheel Farooq

وہ جو ہم میں تم میں قرار تھا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو
وہی یعنی وعدہ نباہ کا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

حکیم مومن خان مومنؔ کی مشہور غزل - اردو شاعری

---------

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

LEHJA PODCAST

Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com.

https://anchor.fm/urdurecitation

LEHJA STORE

Love the classics? Buy the classics!

T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art.

https://store.recitation.net

FOLLOW US

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

---------

POETRY TEXT:

مکمل غزل کا اردو متن:

وہ جو ہم میں تم میں قرار تھا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو
وہی یعنی وعدہ نباہ کا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

وہ جو لطف مجھ پہ تھے پیشتر وہ کرم کہ تھا مرے حال پر
مجھے سب ہے یاد ذرا ذرا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

وہ نئے گلے وہ شکایتیں وہ مزے مزے کی حکایتیں
وہ ہر ایک بات پہ روٹھنا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کبھی بیٹھے سب میں جو روبرو تو اشارتوں ہی سے گفتگو
وہ بیان شوق کا برملا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

ہوئے اتفاق سے گر بہم تو وفا جتانے کو دم بہ دم
گلۂ ملامتِ اقربا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کوئی بات ایسی اگر ہوئی کہ تمھارے جی کو بری لگی
تو بیاں سے پہلے ہی بھولنا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کبھی ہم میں تم میں بھی چاہ تھی کبھی ہم سے تم سے بھی راہ تھی
کبھی ہم بھی تم بھی تھے آشنا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

سنو ذکر ہے کئی سال کا کہ کیا اک آپ نے وعدہ تھا
سو نباہنے کا تو ذکر کیا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

کہا میں نے بات وہ کوٹھے کی مرے دل سے صاف اتر گئی
تو کہا کہ جانے مری بلا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

وہ بگڑنا وصل کی رات کا وہ نہ ماننا کسی بات کا
وہ نہیں نہیں کی ہر آن ادا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

جسے آپ گنتے تھے آشنا جسے آپ کہتے تھے با وفا
میں وہی ہوں مومنِؔ مبتلا تمھیں یاد ہو کہ نہ یاد ہو

Full Urdu Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

vo jo ham meñ tum meñ qarār thā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
vahī ya.anī va.ada nibāh kā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

vo jo lutf mujh pe the beshtar vo karam ki thā mire haal par
mujhe sab hai yaad zarā zarā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

vo na.e gile vo shikāyateñ vo maze maze kī hikāyateñ
vo har ek baat pe rūThnā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

kabhī baiThe sab meñ jo rū-ba-rū to ishāratoñ hī se guftugū
vo bayān shauq kā barmalā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

hue ittifāq se gar baham to vafā jatāne ko dam-ba-dam
gila-e-malāmat-e-aqribā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

koī baat aisī agar huī ki tumhāre jī ko burī lagī
to bayāñ se pahle hī bhūlnā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

kabhī ham meñ tum meñ bhī chaah thī kabhī ham se tum se bhī raah thī
kabhī ham bhī tum bhī the āshnā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

suno zikr hai ka.ī saal kā ki kiyā ik aap ne va.ada thā
so nibāhane kā to zikr kyā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

kahā maiñ ne baat vo koThe kī mire dil se saaf utar ga.ī
to kahā ki jaane mirī balā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

vo bigaḌnā vasl kī raat kā vo na mānñā kisī baat kā
vo nahīñ nahīñ kī har aan adā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

jise aap ginte the āshnā jise aap kahte the bā-vafā
maiñ vahī huuñ 'momin'-e-mubtalā tumheñ yaad ho ki na yaad ho

#FamousPoetry #Urdu #Shayari

Комментарии

Информация по комментариям в разработке