Lut Gaye Lyrics - Emraan Hashmi, Yukti | Jubin Nautiyal, Tanishk B, Manoj M | Radhika-Vinay

Описание к видео Lut Gaye Lyrics - Emraan Hashmi, Yukti | Jubin Nautiyal, Tanishk B, Manoj M | Radhika-Vinay

Gulshan Kumar & T-Series presents Lut Gaye; a romantic ballad composed by Tanishk Bagchi, penned by Manoj Muntashir and sung by Jubin Nautiyal featuring Emraan Hashmi, and Yukti Thareja. The video is directed by Radhika Rao and Vinay Sapru.

#LutGaye #JubinNautiyal #EmraanHashmi #YultiThareja #ManojMuntashir #SuperhitMusic

♪Stream the Full Song Here♪
JioSaavn: http://bit.ly/LutGaye-JioSaavn​
Spotify: http://bit.ly/LutGaye-Spotify​
Gaana: http://bit.ly/LutGaye-Gaana​
Apple Music: http://bit.ly/LutGaye-AppleMusic​
Amazon Prime Music: http://bit.ly/LutGaye-AmazonPrimeMusic​
Wynk: http://bit.ly/LutGaye-Wynk​
iTunes: http://bit.ly/LutGaye-iTunes​
YouTube Music: http://bit.ly/LutGaye-YouTubeMusic​

Song: Lut Gaye
Singer: Jubin Nautiyal
Music By: Tanishk Bagchi
Lyrics By Manoj Muntashir
Featuring - Emraan Hashmi
Introducing - Yukti
Programmed And Arranged - Tanishk Bagchi
Additional Voice - Altamash Faridi
Mixed And Mastered - Eric Pillai at Future Sound of Bombay
Mix Assistant Engineer - Michael Edwin Pillai
____
Original Song Credits
Song: Aankh Uthi Mohabbat Ne
Singer/Author/Composer: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

LYRICS

Maine Jab Dekha Tha Tujhko
Raat Bhi Woh Yaad Hai Mujhko
Taare Ginte Ginte So Gaya

Dil Mera Dhadka Tha Kass Ke
Kuch Kaha Tha Tune Hass Ke
Main Usi Pal Tera Ho Gaya

Aasmano Pe Jo Khuda Hai
Usse Meri Yahi Dua Hai
Chand Yeh Har Roz Main Dekhu
Tere Sath Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi

Paao Rakhna Na Zameen Par
Jaan Rukja Tu Ghadi Bhar
Thode Taare To Bichadu
Main Tere Vaaste

Aajmale Mujhko Yaara
Tu Zara Sa Kar Ishaara
Dil Jala Ke Jagmaga Du
Main Tere Raaste

Haan Mere Jaisa Ishq Mein Pagal
Phir Mile Ya Na Mile Kal
Sochna Kya Hath Ye Dede
Mere Hath Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi

Haan Kisse Mohabbat Ke
Hain Jo Kitabon Mein
Sab Chahta Hoon Main
Sang Tere Dohrana

Kitna Zaroori Hai
Ab Meri Khatir Tu
Mushqil Hai Mushqil Hai
Lafzo Mein Keh Pana

Ab Toh Yeh Alam Hai
Tu Jaan Mange Toh
Main Shaunk Se Dedu
Saugat Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке