Poème | Kis Qadar Zahir Hai Noor (sous-titres français) - Muhammad Ismatullah

Описание к видео Poème | Kis Qadar Zahir Hai Noor (sous-titres français) - Muhammad Ismatullah

Poème en urdu par Hadrat Mirza Ghulam Ahmad , le Messie Promis et l'Imam Mehdi (que la paix soit sur lui)

Kis Qadar zaahir hai noor, uss mabda’ul anwaar ka
Ban raha hai saara aalam aaina absaar ka
Chand ko kal dekh kar mein saakth bekal ho gaya
Kyun ke kuch kuch thaa nishaan uss mein jamaale yaar ka
Uss bahaare husn ka dil mein hamare josh hai
Mat karo kuch zikr ham se turk ya taataar ka
Hai ajab jalwa teri qudrat ka pyaare har taraf
Jis taraf dekhe wahi raah hai tere diidar ka
Tchasmaae khurshid mein mauje teri mashood hai
Har sitaare mein tamaasha hai teri tchamkaar ka
Tei qudrat ka ko-i bhi intehaa paata nahin
Kis se khul sakta hai petch iss uqdae dushwar ka
Khoubrooyon mein malaahat hai tere uss husn ki
Har gulo gulshan mein hain rang uss tere gulzaar ka
Tchasme maste har hassign har dam dikha ti hain tujhe
Haath hai teri taraf har ghesoue khamdaar ka
Hai teri pyaari nigaahein dilbaara ikh teghé tez
Jin se kath jaata hain sab jhaghra ghamein aghyaar ka
Ban raha hai saara aalam aaina absaar ka
Kis Qadar zaahir hai noor, uss mabda’ul anwaar ka





Pour plus d'informations visitez
https://www.islam-ahmadiyya.org/

Комментарии

Информация по комментариям в разработке