FlexiSign: Install Cutting Plotter USB Driver

Описание к видео FlexiSign: Install Cutting Plotter USB Driver

Hello Friends

FlexiSign ki jeh Video Cutting Plotter ke liye USB Driver Install karne ke bare me hai.

USB Driver ki Help se aap Cutting Plotter ko USB Cable par bhi use kar sakte he.

Jaise ki is Viedo me bataya gya hai, USB Driver Install karne ke liye
sabse pehle aapko USB Cable ko Cutting Plotter aur PC ke sath Connect karna hoga.
(Note: USB Driver ko aap USB Cable Connect karne se pehle bhi install kar sakte he, magar
jeh Device Manager tabhi Show hoga jab USB Cable Connect ho.)

Cutting Plotter USB Driver Install karne ke bad jeh Device Manager me COM3 ya COM4 ke sath show hoga.

Kisi-Kisi PC me jeh kisi aur COM Number se show ho sakta hai, us PC ya Cutting Plotter ke hisab se.

Adhiktar jeh COM3 ya COM4 se hi show hota hai.

COM Number (COM3 ya COM4) aapke PC ki USB Port ke hisab se bhi show hota hai,
jaise PC ki ek USB Port par jeh COM3 aur dosri USB Port par jeh COM4 show hota hai.

Aap apne Cutting Plotter ke hisab se COM Port select kare.



Download Cutting Plotter USB Driver
Buy INR 29/-
Link:
https://imojo.in/5c4ATq

















#flexisign #Install_Cutting_Plotter_USB_Driver #vicky_art

Комментарии

Информация по комментариям в разработке