Best Degi Pulao banane ki Asaan Recipe ll Dawat k Liye perfect Recipe ll Pulao Recipe by meet maria

Описание к видео Best Degi Pulao banane ki Asaan Recipe ll Dawat k Liye perfect Recipe ll Pulao Recipe by meet maria

Best Degi Pulao banane k Asaan Recipe ll Dawat k Liye perfect Recipe ll Pulao Recipe by meet maria
.
.
.
#shanedehli
#degipulaorecipe
#orignalrecipe
#lunchboxrecipe
#breakfast
#dinner
#ramzanspecial
#snacks
#tasty
#dawat
#easyrecipe
#homemade

.
   • Mahi Khaliya Recipe ll How to make Hy...  

Mahi khaliya recipe


   • Handi Kabab Recipe ll Handi Dum Kabab...  

handi kabab





Easy recipe veg
#chickensamosarecipe
#chickenrollrecipe
#tikki
#chickenkabab
.


ingredients
beef mix boti
water
boiling water as required
namk
chawal
ghee
badi elaichi
hari elaichi
zeera
abut kli Mirchi
laung
Badiyan k phool
darchini
adrak lehsan paste
hari Mirchi
payaz
matar
dahi
namak
haldi powder
all Mirchi
.saunf
sabut dhania
garam masala powder
har dhania
piyaz


Direction

Pot mein beef mix boti aur pani dal ker mix karein aur ubal anay dein.
-Scum ko remove ker lein aur dhak ker darmiyani ancch per gosht gul janay tak paka lein (30-35 minutes) (1 & ½ cup stock reh janay tak paka lein) & side per rakh dein.
-Boiling water mein namak dal ker ache tarhan mix karein.
-Soaked chawal dal ker acha tarhan mix karein aur 3/4th done hunay tak boil ker lein phir strain ker ka side per rakh dein.
-Pot mein ghee dal ker melt karein.
-Zeera,badi elacihi,hari elaichi,sabut kali mirch,laung,badiyan ka phool aur darchini dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Adrak lehsan paste aur hari mirch crushed dal ker ache tarhan mix karein aur darmiyani ancch per ek minute kliya paka lein.
-Fried pyaz aur tamatar dal ker ache tarhan mix karein aur tamatar naram ho janay tak paka lein.
-Halki ancch per dahi dal ker ache tarhan mix ker lein.
-Namak,haldi powder,lal mirch crushed,saunf,sabut dhania,garam masala powder,javitri powder aur jaifil powder dal ker ache tarhan mix karein aur oil alag ho janay tak paka lein (2-3 minutes).
-Ab cooked beef stock ka saath dal ker ache tarhan mix karein aur ubal anay ka bad dhak dein aur darmiyani ancch per 8-10 minutes kliya paka lein (1/2 cup reh janay tak paka lein).
-Hari mirchein,aloo bhukhara,hara dhania,boiled chawal,fried pyaz,hari mirchein aur hara dhania dal ker dhak dein aur darmiyani ancch per 2-3 minutes kliya paka lein phir halki ancch per 8-10 minutes kliya steam cook ker lein aur ache tarhan mix ker lein.
-Fried pyaz sa garnish ker ka serve karein!

Комментарии

Информация по комментариям в разработке