O Khuda (Lyrics) - Amaal Mallik, Palak Muchhal | Kumaar | Hero

Описание к видео O Khuda (Lyrics) - Amaal Mallik, Palak Muchhal | Kumaar | Hero

Song: O Khuda
Singer: Amaal Mallik, Palak Muchhal
Movie: Hero
Lyrics: Kumaar
Music: Amaal Mallik
Starring: Sooraj Pancholi, Athiya Shetty
Label: T-Series

Song Lyrics:

Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka naa ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise

Aa dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jayein
Ik dooje se bichhde toh
Saans liye bin marr jayein

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (x2)

Pyaar ki inn raahon mein
Milte hain kitne dariya
Laakh toofaano mein bhi dil ko
Mil jaata hai zariya
Iss dil ke irraadon mein hai itna asar
Lehron se kinaaron pe karta hai safar

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha..
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (x2)

Aaj apne rangon se bichhdi hain yeh tasveerein
Haathon mein kahin toot rahin hain
Mil kar do taqdeerein
Duniya yeh jeet gayi dil haar gaya..
Nahi socha tha mil kar kabhi honge judaa..

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (×2)



Thanks for watching

Комментарии

Информация по комментариям в разработке