अक्षय तृतीया क्यों मनाते हैं? जानिए इसका महत्त्व! || Akshaya Tritya Mahatva

Описание к видео अक्षय तृतीया क्यों मनाते हैं? जानिए इसका महत्त्व! || Akshaya Tritya Mahatva

Akshaya Tritya ek bahot hi khas din mana jata hai. Akshaya Tritya ki tithi ko mangalkari mana gaya hai. Iss din aap bina panchang mei dekhe hue, hoi bhi shubh karye kar sakte hain. Aur Kuch bhi naya karya ya staphne karne ke liye Akshaya Tritya ka din behad shubh mana gaya hai. Akshaya Tritya par daan karne ka bhi bhot mahatva btaya gaya hai. Aur sath hi Akshaya Tritya par kuch naya kharidna bhi shubh kaha jata hai. Parantu iske peeche kya karan hai? Kyu maante hai Akshaya Tritya ko itna shubh? Aaiye jaante hain aaj iss video me.

#AkshayaTritya #Mythology #Hindu #Hinduism

Комментарии

Информация по комментариям в разработке