Goron Ki Na Kalon Ki Yeh Duniya Hai Dilwalon Ki | Rajesh Khanna | Disco Dancer | Bappi Lahiri

Описание к видео Goron Ki Na Kalon Ki Yeh Duniya Hai Dilwalon Ki | Rajesh Khanna | Disco Dancer | Bappi Lahiri

Goron Ki Na Kalon Ki Yeh Duniya Hai Dilwalon Ki is super hit song from the movie Disco Dancer sung by Suresh Wadkar and Usha Mangeshkar

Film: Disco Dancer (1982)
Singers: Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan
Actor: Rajesh Khanna

Lyrics of Goro Ki Na Kalo Ki - गोरों की ना कालों की
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
ha goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

gali gali me geet humare gunje subho sham
hum geeto ke saudagar hai yahi hamara kaam
are gali gali me geet humare gunje subho sham
hum geeto ke saudagar hai yahi hamara kaam
na sona na chandi, geeto se humko pyar
na sona na chandi, geeto se humko pyar
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

ha jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar
krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar
are jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar
krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar
kya tera kya mera, bhula de mere yaar
kya tera kya mera, bhula de mere yaar
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki
goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

#rajeshkhannahitsongs #bappilahiri #discodancer

Комментарии

Информация по комментариям в разработке