Phoolon Ke Rang Se || Prem Pujari (1970) || Kishore Kumar || Abhijeet

Описание к видео Phoolon Ke Rang Se || Prem Pujari (1970) || Kishore Kumar || Abhijeet

Presenting you the timeless romantic medoly Phoolon ke Rang se... sung by melodious singer Abhijeet Bhattacharya performing during his live show. The song is from the movie Prem Pujari (1970) composed by S. D. Burman.
Song Credits:
Song: Phoolon Ke Rang Se
Singer: Abhijeet Bhattacharya
Visualization and Video: Laurel Entertainment
......................................................................
Original Song Credits:
Song: Phoolon Ke Rang Se
Album/Film: Prem Pujari
Music Director: S.D. Burman
Artist: Kishore Kumar
Director: Dev Anand
Producer: Dev Anand
Star Cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Prem Chopra, Zahida, Nazir Hussain, Achla
Sachdev, Madan Puri, Sajjan, Master Sachin, Ulhas

#Abhijeet #PhoolonKeRangSe #SDBurman

Connect with Abhijeet Bhattacharya:

  / singerabhijeetbhattacharya  
  / abhijeetbhattacharya  

Enjoy and stay connected with us!

Facebook
  / abhijeetunplug  

Instagram
  / abhijeetunplug  

twitter
  / abhijeetunplug  
..............................................................
Lyrics:

Phoolon ke rang se, dil ki kalam se
Tujhko likhi roz paati
Kaise bataoon, kis kis tarah se
Pal pal mujhe tu sataati
Tere hi sapne, lekar ke soya
Teri hi yaadon mein jaaga
Tere khayalon mein uljha raha yoon
Jaise ke mala mein dhaga

Haan, baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Haan, itna madir, itna madhur tera mera pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar

Saanson ki sargam, dhadkan ki vinaa,
Sapnon ki gitaanjali tu
Man ki gali mein, mehke jo hardam,
Aisi juhi ki kali tu
Chhota safar ho, lamba safar ho,
Sooni dagar ho ya mela
Yaad tu aaye, man ho jaaye, bhid ke bich akela
Haan, baadal bijli, chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar

Poorab ho pachchhim, uttar ho dakkhin,
Tu har jagah muskuraae
Jitna bhi jaaoon, main door tujhse,
Utni hi tu paas aaye
Aandhi ne roka, paani ne tokaa,
Duniya ne hans kar pukara
Tasavir teri, lekin liye main, kar aaya sabse kinara
Haan, baadal bijli, chandan paani jaisa apna pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar

Haan, itna madir, itna madhur tera mera pyaar
Lena hoga janam hamein, kai kai baar
Kai, kai baar... kai, kai baar...
Lyricist: Neeraj

Label:: Saregama India Ltd.

#PhoolonKeRangSe #KishoreKumarSongs #AbhijeetBhattacharya

Комментарии

Информация по комментариям в разработке