Aala Hazrat Bareilly Bula Lijiye || Naye Andaaz Me Bhatreen Kalam || Muhammad Azhar Raza Jilani ||

Описание к видео Aala Hazrat Bareilly Bula Lijiye || Naye Andaaz Me Bhatreen Kalam || Muhammad Azhar Raza Jilani ||

Aala hazrat bareilly bula lijiye

Aala hazrat bareilly bula lijiye


Raza kisi sage taiba ke paau bhi chime

Tum or ah ki itna dimag leke k chale


Raza ne pilaya h wo jaame ulfat

Ke Sara jahan h nisaare madina

Ajab ishq tha mere Ahmad Raza ka

Basayaa tha aankho me khar e madina


Nazar me kese samayenge phool jannat ke

ke bas chuke  hai madine ke khar aankho me


Jo aashiq tumhara wo shaida nabi ka

gadaye raza h nisaare madina

Thi khak e madina wo surma raza

Hai nazro me unke mazare madina


Ye dil tadap ke kahi aankho me naa aajaye

Ke fir raha h kisi ka mazar aankho me


Rahega yu aabad maslak raza ka

lagaya raza ne hisare madina

Fida e nabi mere Tajushariya 

Bana unka dil yadgare madina


Nigahe mufti aazam ki h ye jalwagari

Chamak raha h jo akhtar hazar aankho me


Naa choro raza ko wafadar rahna

Adhu e raza h khuware madina

Ziya e nabi Jisne Paayi H wo Paaye 

Bahare Shariyat Bahare Madina 


Nigahe sadrushariah ki hai ye jalwagari

Chamak raha h ziya be shumaar aankho me



Ho aaftab e razvi har waqt aaqa

Karam ki nazar tajadare madina

Hai hussam Humam or asjad raza khan

Ba faize raza jaan nisare madina


Nigahe Tajushariyah ki hai ye jalwa gari

Chamak raha h jo Asjad Hazaar Aankho Me

Комментарии

Информация по комментариям в разработке