Al-Baqarah: Ayat 185 (P7) | Qur'an with Word to Word Translation & Tafseer | Shk Zahiruddin Sanabili

Описание к видео Al-Baqarah: Ayat 185 (P7) | Qur'an with Word to Word Translation & Tafseer | Shk Zahiruddin Sanabili

🔰QURAN WITH WORD TO WORD TRANSLATION AND TAFSEER Full Playlist Link📁👇🏻
Para 1 :    • Para 1 | Qur'an With Word To Word Tra...  
Para 2 :    • Para 2 | Qur'an With Word To Word Tra...  

⋘══════ ∘◦❁◦∘ ══════⋙

📖 Surah Al-Baqarah : Aayat 185

📜 Roze Ke Ahkaam (Part-7)

AAYAT :
185. شَهْرُ رَمَضَانَ ٱلَّذِىٓ أُنزِلَ فِيهِ ٱلْقُرْءَانُ هُدًۭى لِّلنَّاسِ وَبَيِّنَـٰتٍۢ مِّنَ ٱلْهُدَىٰ وَٱلْفُرْقَانِ ۚ فَمَن شَهِدَ مِنكُمُ ٱلشَّهْرَ فَلْيَصُمْهُ ۖ وَمَن كَانَ مَرِيضًا أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍۢ فَعِدَّةٌۭ مِّنْ أَيَّامٍ أُخَرَ ۗ يُرِيدُ ٱللَّهُ بِكُمُ ٱلْيُسْرَ وَلَا يُرِيدُ بِكُمُ ٱلْعُسْرَ وَلِتُكْمِلُوا۟ ٱلْعِدَّةَ وَلِتُكَبِّرُوا۟ ٱللَّهَ عَلَىٰ مَا هَدَىٰكُمْ وَلَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ ۝

TARJUMA:
185. Maahe Ramzan wo hai jisme Qur'an utaara gaya jo logon ko hidayat karne wala hai aur jisme hidayat ki aur Haqq-wa-Baatil ki tameez ki nishaniyaan hai, tum me se jo shakhs is mahine ko paaye use roza rakhna chahiye, haan! Jo bimaar ho ya musafir ho use dusre dinon me ye ginti poori karni chahiye, Allah Ta'ala ka irada tumhare saath aasani ka hai, sakhti ka nahi, wo chahta hai ke tum ginti poori karlo aur Allah Ta'ala ki hui hidayat par uski badayiyaan bayaan karo aur uska shukr karo.

⋘══════ ∘◦❁◦∘ ══════⋙

🗓️Date: Thursday, 26 December 2024

🕘Time: 09:20

Комментарии

Информация по комментариям в разработке