Shikwa | The Complaint Allama iqbal | Bang-e-dra: 105 | Best Urdu Poetry | kalam-e-iqbal | Iqbaliyat

Описание к видео Shikwa | The Complaint Allama iqbal | Bang-e-dra: 105 | Best Urdu Poetry | kalam-e-iqbal | Iqbaliyat

Bang-e-Dra: 105

Shikwa

شکوہ
The Complaint

ضیاء محی الدین صاحب کی آواز میں
یہ وہ شہرہ آفاق نظم ہے جو اپریل 1911ءکے جلسہ انجمن حمایت اسلام میں پڑھی گئی۔ لندن سے واپسی پر اقبال نے ریواز ہوسٹل کے صحن میں یہ نظم پڑھی۔ اقبال نے یہ نظم خلاف معمول تحت اللفظ میں پڑھی۔ مگر انداز بڑا دلا ویز تھا۔ اس نظم کی جو کاپی اقبال اپنے قلم سے لکھ کر لائے تھے اس کے لیے متعدد اصحاب نے مختلف رقوم پیش کیں اور نواب ذوالفقار علی خان نے ایک سوروپے کی پیشکش کی اور رقم ادا کرکے اصل انجمنِ پنجاب کو دے دی۔ ”شکوہ“ اقبال کے دل کی آواز ہے اس کا موثر ہونا یقینی تھا۔ اس سے اہل دل مسلمان تڑپ اُٹھے اور انہوں نے سوچنا شروع کیا کہ مسلمانوں کے حوصلہ شکن زوال کے اسباب کیا ہیں۔ آخر اللہ کے وہ بندے جن کی ضرب شمشیر اور نعرہ تکبیر سے بڑے بڑے قہار و جبار سلاطین کے دل لرز جاتے تھے کیوں اس ذلت و رسوائی کا شکار ہوئے؟۔ یہ نظم دراصل مسلمانوں کے بے عملی، مذہب سے غفلت اور بیزاری پر طنز ہے۔ بانگ درا میں شامل کرتے وقت اقبال نے اس میں کئی مقامات پر تبدیلی کی۔ جبکہ بانگ درا میں اشاعت سے پہلے نظم مختلف رسالوں مثلاً مخزن، تمدن اور ادیب میں شائع ہوئی تھی۔ اس کے علاوہ کئی زبانوں میں اس کے تراجم بھی ہو چکے ہیں۔

Baang-e-Dara: 105, “Shikwa” was one of Allama Iqbal's most thrilling poems, which he recited personally in the month of April 1911 at the annual session of Anjuman Himayat-i Islam held in the compound of Islamia College, Lahore. It was largely applauded and subsequently published in the magazines and journals of the country. This poem consists of 31 stanzas having six verses each. In the poem Iqbal has highlighted Islam’s living traditions in such a way that it strikes the very heart of a person. The carefully selected and well-knit words of the poem were immensely effective. They filled the hearts of a deprived nation with new life, courage and enthusiasm. Shikwa is a unique example of a complaint to God.

ٖFollow us::
~facebook :: www.facebook.com/allamaiqqbal
~Instagram :: www.instagram.com/allamaiqqbal

.............................................
kio Ziyaan Kaar Banun, Sood Framosh Rahun
Fikr-e-Farda Na Karum, Mahw-e-Ghum-e-Dosh Rahun

Naale Bulbul Ke Sunoon, Aur Hama Tan Gosh Rahun
Humnawa Main Bhi Koi Gul Hun Ke Khamosh Rahun

Jurrat Aamoz Miri Taab-e-Sakhun Hai Mujh Ko
Shikwa Allah SeKhakam Badahan Hai Mujh Ko

Hai Baja Shewa-e-Tasleem Mein Mash'hoor Hain Hum;
Qissa-e-Dard Sunaate Hain Ke Majboor Hain Hum

Ae Khuda Shikwa-e-Arbab-e-Wafa Bhi Sun Le
Khugar-e-Hamd Se Thora Sa Gila Bhi Sun Le

Thi To Maujood Azal Se Hi Teri Zaat-e-Qadim
Shart Insaaf Hai, Ae Sahib-e-Altaf-e-Amim

Hum Se Pehle Tha Ajab Tere Jahan Ka Manzar
Kahin Masjood The Pathar, Kahin Maabood Shajar

Khugar-e-Paikar-e-Mahsoos Thi Insaan Ki Nazar
Manta Phir Koi Un-Dekhe Khuda Ko Kyunkar

Tujh Ko Maalum Hai Leta Tha Koi Naam Tera?
Quwwat-e-Baazoo-e-Muslim Ne Kiya Kaam Tera

Bas Rahe The Yahin Saljuq Bhi, Toorani Bhi
Ahl-e-Chin Cheen Mein, Iran Mein Sasaani Bhi

Deen Azaanen Kabhi Europe Ke Kaleesaaon Mein
Kabhi Africa Ke Tapte Huwe Sehraaon Mein.

Tal Na Sakte The Agar Jang Mein Arh Jate The
Paon Sheron Ke Bhi Maidan Se Ukhar Jate The

Tujh Se Sarkash Huwa Koi To Bighar Jate The
Naqsh Tauheed Ka Har Dil Pe Bithaya Hum Ne

Tu Hi Keh De Ke Ukhara Dar-e-Khyber Kis Ne
Sheher Qaiser Ka Jo Tha, Us Ko Kiya Sar Kis Ne

Tore Makhluq Khudawandon Ke Paikar Kis Ne
Kaat Kar Rakh Diye Kuffaar Ke Lashkar Kis Ne

Kis Ki Shamsheer Jahangeer, Jahandar Huwi
Kis Ki Haibat Se Sanam Sehme Huwe Rehte The

Aa Gaya Ain Laraai Mein Agar Waqt-e-Namaz
Qibla Ru Ho Ke Zameen Bos Huwi Qoum-e-Hijaz

Ek Hi Saf Mein Khare Ho Gaye Mahmood-o-Ayaz,
No Koi Banda Raha Aur Na Koi Banda Nawaz.

Dasht To Dasht Hain, Darya Bhi Na Chhore Hum Ne
Bahr-e-Zulmaat Mein Daura Diye Ghore Hum Ne

Tere Kaabe Ko Jabeenon Se Basaya Hum Ne
Tere Quran Ko Seenon Se Lagaya Hum Ne

Hum Tau Jeete Hain Ke Duniya Mein Tira Naam Rahe,
Kahin Mumkin Hai Saqi Na Rahe, Jaam Rahe?

Aag Takbeer Ki Seenon Mein Dabi Rakhte Hain
Zindagi Misl-e-Bilal-e-Habshi (R.A.) Rakhte Hain.

Lutf Merne Main Hai Baqi, Na Maza Jeene Mein
Kuch Maza Hai To Yehi Khoon-e-Jigar Peene Mein

Ajami Khum Hai To Kya, Mai To Hijazi Hai Meri
Naghma Hindi Hai To Kya, Lai To Hijazi Hai Meri

source
🔷 Lyrics by: Allama Iqbal
🔷 Recited by: Zia Mohyeddin Sahib
🔷 Recitation courtesy: Iqbal Academy Pakistan

🎵 Music

~ NCM Epic Music Ender Guney
   / ncmepicmusic  


#allamaiqqbal #allamaiqbal #allamaiqbalpoetry #allamaiqbalshayari #rekhtafoundation #rekhta #urdupoetry #urdulover
Shikwa | The Complaint Allama iqbal | Bang-e-dra: 105 | Best Urdu Poetry | kalam-e-iqbal | Iqbaliyat

Shikwa jawab e shikwa with urdu explanation | Kalam-e-bal urdu | Best urdu poetry | Motivational urdu poetry | urdu poetry status | sad urdu poetry

Комментарии

Информация по комментариям в разработке