Restaurant style Recipe: Mutton Ki Machli ki Charsi Shinwari Karahi Desi Ghee Aur Zafran mai

Описание к видео Restaurant style Recipe: Mutton Ki Machli ki Charsi Shinwari Karahi Desi Ghee Aur Zafran mai

Restaurant style Royal Shinwari Charsi Karahi Recipe made by with tender Mutton Ki Machli, Khalis desi ghee, Zafran, Kaju, makhan along with Desi Ghee mai Chupri hoi tandoori roti is a game changer and first of its kind.

Ingredients

1 kg Mutton Ki Machli
6 tomatoes (big in size & cut in 2 pieces)
1.5 tea spoon salt
1.5 tea spoon black pepper
2 tbsp adrak lahsan paste
Half cup Cakes and Bakes ka Khalis Desi Ghee.
1 tbsp zeerah
1 tbsp kuyta huwa sabut dahnia Adrak slices for garnish
Dahina for garnish .
5 hari mirchain.
Kaju
Zafran
Butter

Method:
Ghost ko kaat ker Karahi mai dalain.
Desi ghee, tomatoes, green chilli add kerain ginger garlic paste add ker dein Aur 15 mins cover kar kay bhoon lain.
Phir Tomatoes ka chilka nikal lain Aur Mutton ko cooker mai 1hour 15 mins tak medium flame mai steam ker lain.
Phir karahi mai nikal ker 10 min pakain takay dry ho jai.
Kaju, Zafran, ginger slicers Aur sabat dhania Aur Kali mirchain add ker dein.

Roti par desi ghee lagain.
Your #bohatalaa first of its Kind shinwari karahi is ready.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке