Best Kalam Madina Yaad Aata Hai - Yaad e Madina Furqan Attari Naat Sharif

Описание к видео Best Kalam Madina Yaad Aata Hai - Yaad e Madina Furqan Attari Naat Sharif

Best Kalam Madina Yaad Aata Hai - Yaad e Madina Furqan Attari Naat Sharif

   • Best Kalam Madina Yaad Aata Hai - Yaa...  


are akdas pe haale dil sunana yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai
Madine mein jo guzra wo zamana yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai

Adab se baith kar us gumbade khazra ke saaye mein
Nabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai



Rasulallah ke darbar mein unki muhobbat mein
Ye tera rozo shab ka aana jaana yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai

Awes karn bole maa ijazat dijiye mujko
Judaee mein tadapta hun madina yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai

Mizare fatema pe karbala walon ki yaad aaee
Madine waale aaqa ka gharana yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai

Nabi ke zikr ki mehfil mein aate hi muje Mohsin
Madina yaad aata tha Madina yaad aata hai
Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai



Subscribe Our YouTube channel
   / naatspk  
Visit our Website
http://naats.pk
Like our Facebook Official Page
  / naatepk  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке