Death Wish - Talha Anjum | Prod. Umair (Official Audio)

Описание к видео Death Wish - Talha Anjum | Prod. Umair (Official Audio)

Official Audio for 'Death Wish' by Talha Anjum & Umair from the EP 'Worth The Wait'

Stream on Spotify: https://open.spotify.com/track/3UxpWx...

Written & Performed by Talha Anjum
Produced/Mixed/Mastered by @umairmusicxx

Follow Talha Anjum :
  / talhaanjummusic  
  / talhahanjum  
  / talhahanjum  
https://open.spotify.com/artist/69xcF...

Follow Umair:
  / ​  
  / ​  
  / ​  
https://open.spotify.com/artist/1n6pj...

[Lyrics: Death Wish]
aatish fisha’n brining heat bari der se
mushkil kushan saath mere koi bhirray na is sher se
Jurra hua sheher ki awaaz se
Mein nai jurra kisi bhi jamaat se
sheher se insaaf kaise maangu mere sheher ko insaaf nahi mila mere saamne
haqdaar he nahi ye ikhtayaar ke
ye sheher bara hua binna baap ke
sab noch khayein kaun iska sadqain
nasha milay asaani se mushkil milay parking, huh
It’s funny but it’s true
Kabhi chao’n kabhi dhoop
Kabhi khoon jam jaye, kabhi bahay tou rukay he na socha tou karo
paray fire over cell phones, zindagi ki qeemat ye
Rozi roti ke liye jo niklay wo jaan le ke yahan zindagi ganeemat hai
System ye fucked i say fuck the system
Chaukidaar chor, hukumuraan chor, beyopaari ministers
bureaucracy saaray faceless
Inke plans saaray baseless
policies saari naakis
jhoot boltay hain i can see it on their faces
lot of lines crossed
lot of lives lost
Maula madad kar this shit is ticking like a time bomb
Is there peace ya phir aik jang aur?
kya jeenay ka hai aik dhang aur
Mere jhanday mein hai harra aur safaid tumhein dikhta hai kyun is mein aik rang aur?
bharay aewaan mein hai aik gham khuaar,
yahan banay khandaan thekaydaar
Yahan chor ke muhafiz soobedaar
Yahan lagay nai kya laasho’n ka ambaar pehle?
yahan giri nai kya gharo ki deewar pehle?
yahan maray nai kya loug bemaut kyun ye loug bekhauf apne rab ke azaab se
Zarurat leke aye kaise mor pe
Mustaheq ki kamar kaise tor de
bol maa ke pait se wo chor thay?
Ab haath mein hai aslah aur ghar mein faaqa wo mauqa vardaat ka nai chortay

#TalhaAnjum #UMAIR #DeathWish

Комментарии

Информация по комментариям в разработке