Noha Bibi Fatima Zahra | Noha Ayam E Fatima 2021| Bibi Fatima Noha 2021 | Haider Ali Shirazi | Noha

Описание к видео Noha Bibi Fatima Zahra | Noha Ayam E Fatima 2021| Bibi Fatima Noha 2021 | Haider Ali Shirazi | Noha

Noha Bibi Fatima Zahra 2021 | Noha Ayam E Fatima 2021| Bibi Fatima Noha 2021 | Haider Ali Shirazi | Noha 2021

Tanhaiyo'n Main Subbat Alaiyya Keh Keh Ke Zahra Roti Rahi | Haider Ali Shirazi Nohay 2021 | Noha Bibi Fatima Zahra

#nohabibifatima #ayamefatmiyah #shahadatbibifatima #newnoha2021 #bibifatimanoha #ayyamefatima2021 #shahadatbibizahranoha

New Noha Shahadat Bibi Fatima Zahra (s.a) 2021 | New Nohay 2021

Title - Tanhaiyo'n Main Subbat Alaiyya Keh Keh Ke Zahra Roti Rahi
Related - New Noha Ayam E Fatima 1442/2021 | Shahadat Bibi Fatima Zahra (s.a) Noha 2021
Reciter - Haider Ali Shirazi
Poet - Maulana Manazir Naqvi
Presented by - Al-Javad Foundation
Composition - Zahid Ali Chitorvi
Masaib - Jhon Kazmi
Audio - Javed Azad
Edit by - Azmat Haider
Video/Production - Azadari Chitora

Lyrics:-
Tanhaiyo me subbat alayya kehke kehke Zahra roti rahi
Mazloom Baba hun Mai yateema keh kehke Zahra roti rahi

Pehlu pakad Kar aangan me Apne chalti thi jab wo mazloom Zahra
Aankho me aansu zakhmi kaleja Ahmad ki beti maghmoom Zahra
Dushman hua hai Sara madina

Kehti thi ro ro ke ek dukhiya pehlu shikasta hai mere Baba
Ummat ne kaisa ajre mawaddat ye humko baksha hai mere Baba
Mujhko Diya hai Mohsin Ka sadma

Koi bhi Baba pursa tumhara dene ko humko aata Nahi hai
Seene me gham se Dil hai tadapta ab chain mujhko aata Nahi hai
Ab kya kare ye pehlu shikasta

Ghar me mujhe ab Apne hi Baba rone Nahi dete Hain ye aada
Dil hai pareshan phatta hai seena deta Nahi hai koi sahara
Kisse Karun jaake ab Mai shikwa

Jinno malaik har Roz karte the jisko chaukath par aake sajda
Auje sharaf tha masjid me dar tha ismat kada tha baite Ali tha
Zaalim ne phir bhi dar ko jalaya

Ghar me Ali ke zehra ke gham me dkho tadap Kar sab ro rahe Hain
Hasnain baithe Hain ek goshe me aur jaa apni kho Rahe Hain
Sab ko sambhale hai ek fizza

Jis Ghar me rab ne Qur'an utara jis Ghar se sabne Islam paya
Us dar pe aye ho aag lekar jis par falak se utra sitara
Apne masayeb pe Karke Girya

Saare masayeb ummul Hasan ke tum likh sakoge kaise manazir
Binte Nabi Ka ye dard kaise lehje me Haider ke Hoga zaahir
Hai ye qayamat Ka ek jumla

⚫Social Media:-
Subscribe : https://goo.gl/mf9Pi4
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram:   / azadarichittora  
Facebook:   / azadarichittora  

Комментарии

Информация по комментариям в разработке