Sab sai purani Peshawar ki Saifan Kabootar Mandi - Latest Update

Описание к видео Sab sai purani Peshawar ki Saifan Kabootar Mandi - Latest Update

Sab sai purani Peshawar ki Saifan Kabootar Mandi. Dosto aj hum nai kafi time baad saifan kabootar mandi ka visit kiya, jo ke peshawar mein kohat road side par lagti hai. kabootar mandi mein aj local log bohot acha kabootar laye howa howa tha, jin mein Kalay Sherazi, Jogia, Chap, dandymaar aur Rangeen Kabootar mojoud tha. Kyu ky saifan mandi mein ziada local log atay hain, tou un ky kabooter ap ko mandi mein ziada dekhna ko milay ga. Peshawar ki ye kabootar mandi kafi purani hai, aur kafi achay aur sasti rate par yaha ap ko kabootar mil jatay hain.

#saifankabootarmandi
#badshahishoq
#kabootarmandi
#saifanmandipeshawar

follow us on :
Facebook :   / badshahishoq  

Phone # [ 0310-8340072 ]

Комментарии

Информация по комментариям в разработке