97. KARM SE KARN 🎵 (Lyrical-Video) |

Описание к видео 97. KARM SE KARN 🎵 (Lyrical-Video) |

97/100 : KARM SE KARN

‘Karm se Karn’ is a song based on the life of KARN, a warrior from the epic saga ‘Mahabharat’! Song describes his life-journey and struggles briefly, while focusing on the moment of his death, and how Lord-Krishn had to cheat with the rules-of-war to kill Karn! I wrote this song because I personally empathise with Karn as a person and his humane side!



Lyricist : Hrutul
Composer : Hrutul
SINGER : Tirth Thakkar, Shyam Swarnkar
Music producer : Treehouse studio

Visual-Director : Hrutul
Video-editor : Smit Patel


#100weeks100songsChallenge


———————————————



A new original every weekend,
Search ‘HRUTUL’ on any Spotify/YouTube or any other music platform to stream all my songs 🎵

SPOTIFY PLAYLIST ------ https://open.spotify.com/playlist/2r9...

SPOTIFY SONG LINK ------
https://open.spotify.com/album/6mHR44...

YOUTUBE MUSIC ------

APPLE MUSIC ------
  / karm-se-karn-single  

WYNK MUSIC ------
https://wynk.in/u/CWF16SqXD

SAAVN ------
https://www.jiosaavn.com/song/karm-se...

————————————————————————————————————




LYRICS :


Surya ka sapoot hu main,
Parvarish se sut! 
Brahmin meri vaani se,
Jab bola maine jhooth!
Kshatriya vidhya se, 
Par bhagya se shudra,
Vachan mere vyapaar bane,
Kis maa ka main putra? 


Main Karm se hu Karn,
Meri jaati na mera varn,
Main Karm se hu Karn, 
Hai daan hi mera Dharm!  


Main Karm se hu Karn,
Meri jaati na mera varn,
Main Karm se hu Karn, 
Hai daan hi mera Dharm!  


Vachan ka vismaran kiya na jisne, 
Nishtha se vanchit hua jo na kabhi,
Veerta ussi ki vyarth ban gayi, 
Vidhya ussi veer ka vismaran kar gayi! 

Sarvashresth ki laalsa dhoondhlaaye mera man,
Gyaan ki paribhasha ban, tu bana de rann ko van,
Pratiyogita ka rogi main mera maun tha adharm,
Vishaal meri tankaar par vidhvans na mera dharm! 


Main Karm se hu Karn,
Meri jaati na mera varn,
Main Karm se hu Karn, 
Hai daan hi mera Dharm!  

Raadhey, Raadhey, teri mitrata tujhe kyun baandhey? 
Raadhey, Raadhey, tu adharm se nishtha kyun baandhey? 


Angraaj, mere chhal ka swikaar kijiye,
bhavatah mrutyum svikrutya etat,
yuddham samaaptam kurvantu!


Yada yada hi dharmasya,
glaanirbhavati bhaarat,
Abhyutthaanam adharmasya, 
tadaatmaanam srijaamyaham! 

PRABHU KE VAAR SE MAIN PRABAL
PRABHU KE GYAAN SE MAIN PRACHAL

PRABHU KO PRAAN MERE ARPAN 
PRABHU KA CHHAL MERA SAAMARTHYA

Paritranaay saadhunaam,
vinaashaay cha dushkritaam,
Dharm sansthaapanaarthaay,
sambhavaami yuge yuge!


PRABHU KA CHHAL MERA SAAMARTHYA
PRABHU KA CHHAL MERA SAAMARTHYA
PRABHU KA CHHAL MERA SAAMARTHYA
PRABHU KA CHHAL MERA SAAMARTHYA



————————————————————————————————————



#100weeks100songsChallenge
#ThisIsMyStoryJAMS 💜




#hrutul #originalsong
#indianmusic #ideaswithhrutul
#songcomposer #songwriter #KARM SE KARN #mahabharat

Комментарии

Информация по комментариям в разработке