Bulleya - Papon (Lyrics) | Sultan | Lyrical Bam Hindi

Описание к видео Bulleya - Papon (Lyrics) | Sultan | Lyrical Bam Hindi

Bulleya - Papon (Lyrics) | Sultan | Lyrical Bam Hindi

SONG CREDIT :-

Song: Bulleya
Singer: Papon
Music: Vishal and Shekhar
Lyrics: Irshad Kamil
Video Edited & Packaged by: Arif Ahmed

SONG LYRICS :-

Kuch rishton ka namak hi doori hota hai
Na milna bhi bohat zaroori hota hai

Dum dum, dum dum
tu mera
Dum dum, dum dum
Dum dum, dum dum

Tu baat kare ya na mujhse
Chahe aankhon ka pegaam na le
Par ye mat kehna are o pagle
Mujhe dekh na tu, mera naam na le

Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudai
Tujhse mera deen dharam hai
Mujhse teri khudai

Tu bole toh main ban jaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi nachun..
Main bhi nachun manaun sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi naachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum tu..

Mana apna ishq adhoora
Dil na ispe sharminda hai
Poora hoke khatam hua sab
Jo hai aadha wahi zinda hai

Ho bethi rehti hai umeedein
Tere ghar ki dehlizon pe
Jiski na parwaaz khatam ho
Dil ye mera wahi parinda hai…

Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai
Bakshe tu jo pyaar se mujhko
Toh ho meri rihaai

Tu bole toh main ban jaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi nachun..
Main bhi nachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi nachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum tu..

Tu yaad kare ya na mujhko
Mere jeene mein andaaz tera
Sir aankhon par hai teri narazi
Meri haar mein hai koi raaz tera

Shayad meri jaan ka sadka
Maange teri judaai
Shayad meri jaan ka sadka
Maange teri judaai

Tu bole toh main ban jaaun
Main bulleh shah saudai
Main bhi nachun..
Main bhi nachun manau sohne yaar ko
Chalun main teri raah bulleya
Main bhi nachun rijhaun sohne yaar ko
Karun na parwah bulleya

Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu..

Mera mehram tu, marham tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum dum har dum tu
Mera har dum tu..

#bulleya #sultan #salmankhan #papon #lyrics #songwithlyrics #lyricalbamhindi

Комментарии

Информация по комментариям в разработке